QURAN URDU TAFSEER PARAH 26
1 TO 10 SURAH AHKAF
1- insan ko thoray sey din ki muhlat dee gayee hay .
2- dalail ki 3 iqsam .
3- chhupa howa shirk kon sa hay ?
4- nabuwwat ka jhootha dawa kernay wala humaisha zaleel hota hay.
5- Nabi Pak s.a.w.w ki zaat e aali per behas o manazray kerna apnay iman ko khatray main dalna hay.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/612-1-TO-10-SURAH-AHKAF-PARAH-26-DATE-23-8-16.mp3″]
11 TO 20 SURAH AHKAF
1- Allah ka hukam hi haq hay .
2- Muhsineen kon hain ?
3- Waldain key saath piyar ka salook kero .
4- baaligh hona aur phir 40 saal ka ho ker pukhta umer hona .
5- Aaj hum aulad ko dunya ki achi sey achi taleem dilwatay hain muger deen ka ilam nahi dilwatay.
6- gunah sirf aur sirf nuqsan ka kaam hay.
7- kafir ki naiki bhe zaya nahi ki jati .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/613-11-TO-20-SURAH-AHKAF-PARAH-26-DATE-24-8-16.mp3″]
21 TO 26 SURAH AHKAF
1- Mushkil tareen jagha per bhe hidayat ka saman phahuncha deya geya .
2- itaat sirf Allah ki .
3- insano key sath parinday aur janwer bhe azab ka shikaar howay.
4- purani qaumain aaj sey ziada tarakki yafta thien .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/614-21-TO-26-SURAH-AHKAF-PARAH-26-DATE-25-8-16.mp3″]
27 TO 35 SURAH AHKAF
1- dunya ki waqti lazzat key leya aakhirat ko tabah kerna beywakofi hay.
2- jinnaat main janweron wali rooh hoti hay .
3- jinnaat key leya jannat nahi hay .
4- jinnaat main anwaraat jazb kernay ki salahiyat nahi hoti .
5- Hazoor s.a.w.w key ausaaf beymisaal hain.
6- Quran ki khoobi , thoray ilfaz main mukammal baat samjha daina .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/615-27-TO-35-SURAH-AHKAF-PARAH-26-DATE-26-8-16.mp3″]
1 TO 11 SURAH MUHAMMAD
1- Kuffaar aur Momineen 2 qaumain hain .
2- Dunya aur akhirat ka sub aala wazeefa kon sa hay ?
3- Ager kafir islami mulk per hamla ker dain tu kia kerna chahyay .
4- jang aur jihad main kia ferk hay ?
5- Jihaad momin key leya imtihaan hay .
6- Allah ki madad haasil kernay ka wazeefa ?
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/616-1-TO-11-SURAH-MUHAMMAD-PARAH-26-DATE-27-8-16.mp3″]
12 TO 25 SURAH MUHAMMAD
1- Allah key Nabi s.a.w.w ki naqadri ki saza.
2- jo apni merzi sey jeena chahay ga uss ki yehi saza ho gi .
3- Qiyamat achanak ayay gi .
4- Momin aur munafiq main ferk .
5- Rehmat e ilahi sey mehroom log kon hain ?
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/617-12-TO-25-SURAH-MUHAMMAD-PARAH-26-DATE-2-9-16.mp3″]
26 TO 38 SURAH MUHAMMAD
1- Munafqeen ki soch kaisi hoti hay ?
2- Nabi kareem s.a.w.w ki shan e kareemi .
3- aaj ka daur aur ajeeb ajeeb khiyalat aur sawalat .
4- kuffaar key samnay kamzori nah dikhao.
5- infaaq fi sabiLillah kia hay ?
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/618-26-TO-38-SURAH-MUHAMMAD-PARAH-26-DATE-9-9-16.mp3″]
1 TO 5 SURAH FATAH
1- Waqia hudaibiya .
2- Nabi ka khuab bhe wahi ilahi hota hay.
3- Sulah Hudaibiya ki sharait .
4- Fateh mubeen .
5- Islami reyasat ka qiaam aur nifaz e islam , azeem naimat .
6- Nazool e sakeena , momineen per Allah ka ehsan .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/619-1-TO-5-SURAH-FATAH-PARAH-26-DATE-16-9-16.mp3″]
6 TO 10 SURAH FATAH
1- Munafqeen aur mushrikeen per Allah ka azab.
2- Faida ya nuqsan sirf Allah ki terf sey hay.
3- Allah key Nabi s.a.w.w key ehsanaat ka shuker kaisay ada kia jay ?
4- Bait e Rizwan.
5- Bait kernay ka maqsad .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/620-6-TO-10-SURAH-FATAH-PARAH-26-DATE-21-9-16.mp3″]
11 TO 12 SURAH FATAH
1- dunya ka nuqsan samajh ker deen key kuch ehkamat per amal nah kerna jaiz nahi .
2- Bakhshish key leya dil ka khaloos lazmi hay.
3- Badgumani faiz rok daiti hay .
4- Itaat kernay main hi sub khair hain .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/621-11-TO-12-SURAH-FATAH-PARAH-26-DATE-22-9-16.mp3″]
13 TO 19 SURAH FATAH
1- Iman kia hay ?
2- Allah kareem bakhshnay walay mehrban hain
3- yeh ayat daleel hay keh sahih Hadeeth bhe wahi ilahi hoti hay.
4- islami fatoohat ki paishan goyan .
5- Bait e Rizwan kernay walon key leya inamaat e ilahi .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/622-13-TO-19-SURAH-FATAH-PARAH-26-DATE-23-9-16.mp3″]
20 TO 25 SURAH FATAH
1- Fatoohat ki khushkhabriyan .
2- dunya ka her kaam kisi sabab ki wajha sey kyon hota hay , Allah kareem khud sey sub kuch kyon nahi kertay ?
3- Sulah Hudaibiya key waqt Allah ney kafiron ko muslmano per hamla kernay sey rok deya .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/623-20-TO-25-SURAH-FATAH-PARAH-26-DATE-24-9-16.mp3″]
24 TO 26 SURAH FATAH
1- Ager sulah hudaibiya sey pehlay jang hoti tu fatah muslmano ko hi milni thee .
2- Kaafiron ko shikast key leya aik wajha bahut thee keh woh kafir thay .
3- Naik logon ka saath
4- Sahaba karam ka maqam .
5- Sahaba karam per sakeenat ka nazool .
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/624-24-TO-26-SURAH-FATAH-PARAH-26-DATE-26-9-16.mp3″]
27 TO 28 SURAH FATAH
1- Allah ney Aap s.a.w.w ka khuab sach ker dikhaya .
2- Wali ullah ka kashaf .
3- dunya aalim e asbab hay .
4- Azmat e ilahi ki sab sey bari daleel , Allah key Rasool s.a.w.w.
5- Islam humaisha ghaalib rahay ga .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/625-27-TO-28-SURAH-FATAH-PARAH-26-DATE-27-9-16.mp3″]
29 SURAH FATAH
1- Nabi Pak s.a.w.w key saath honay ki wajha sey kon kon c khasoosiyat paida ho jati hain .
2- Sahaba karam kee khasoosiyaat pehlay wali asmani kitabon main bhe bata dee gayee thien.
3- Sahaba karam behtreen fasal ki terha hain .
4- Sahaba karam per ghussa , tanqeed aur narazgi kaafiron ka kaam hay .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/626-29-SURAH-FATAH-PARAH-26-DATE-28-9-16.mp3″]
1 SURAH HUJARAT
Bargah e Risalat s.a.w.w key adaab .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/627-1-SURAH-HUJARAT-PARAH-26-DATE-29-9-16.mp3″]
2 TO 8 SURAH HUJARAT
1-Adab e bargah e Nabi s.a.w.w.
2- Masjid e nabvee s.a.w.w ka zaati waqia .
3- Azmat e Sahaba karam .
4- Bargah e Risalat s.a.w.w main hazri key adab .
5- Loud speaker per Ya Rasool Allah s.a.w.w keh ker pukarna bey adabi hay.
6- islam main kis ki gawahi qabool hoti hay ?
7- momineen main bhe ikhtalaf ho sakta hay .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/628-2-TO-8-SURAH-HUJARAT-PARAH-26-DATE-30-9-16.mp3″]
9 TO 10 SURAH HUJARAT
1- Sulah adal per ho gi .
2- muslman apas main bhai bhai hain .
3- Mashajrat e sahaba .
4- sahaba karam key apas main ikhtilafat per hum koi ghalat baat nahi ker saktay .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/629-9-TO-10-SURAH-HUJARAT-PARAH-26-DATE-1-10-16.mp3″]
11 TO 18 SURAH HUJARAT
1- Aik khoobsorat muashray ki bunyad .
2- Momin ki dhaal taqwa hay.
3- izzat ka miyar taqwa hay .
4- islam lanay aur iman lanay main kia ferk hay ?
5- Momin ki siffaat .
6- iman ka naseeb hona Allah ka ehsan hay
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/630-11-TO-18-SURAH-HUJARAT-PARAH-26-DATE-2-10-16.mp3″]
1 TO 9 SURAH QAAF
1- kisi Nabi key basher honay ka inkar nabuwwat sey inkar hay .
2- shak shubhay ki wajha kufer hay .
3- hidayat hasil kernay key taalib key leya beyshumar nishaniyan hain .
4- Allah sey rajoo kernay walay log .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/631-1-TO-9-SURAH-QAAF-PARAH-26-DATE-3-10-16.mp3″]
9 TO 18 SURAH QAAF
1- Baarish key zerya sey Allah ney zindagi ka nizam banaya hay .
2- kafiron ka sub sey bara sawal kon sa tha ?
3- Juram aur gunah key asraat zaroor dunya per pertay hain .
4- Allah insan ki shehrag sey bhe ziada qareeb hay .
5- her insan key saath 2 farishtay hain jo uss key amaal likhtay rehtay hain .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/632-9-TO-18-SURAH-QAAF-PARAH-26-DATE-4-10-16.mp3″]
19 TO 26 SURAH QAAF
1- insan maut ko anay sey rok nahi sakta .
2- ager kisi ka jisam jal jay ya koi janwer kha jay tu uss ko azab ya sawab mernay key baad kaisay ho ga .
3- Ajb uz zamb , kia cheez hay ?
4- Qiyamat ka inkar kernay walon key sath 2 farishtay qiyamat key din hon gay .
5- kaafir ko bhe mertay waqt kashaf hota hay .
6- kashaf kisay kehtay hain , kon c baat kashaf hay aur kon c nahi .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/633-19-TO-26-SURAH-QAAF-PARAH-26-DATE-5-10-16.mp3″]
27 TO 35 SURAH QAAF
1- Qiyamat ko shaitan bhe kahay ga keh iss gunahgar banday ko main ney zaberdasti gunah nahi kerwaya .
2- aamil jo kisi ki rooh ko bula ker uss sey baat kertay hain uss ki haqeeqat kia hay ?
3- kuffar ka ajeeb aitraz .
4- Allah ko daikhay baghair iman laana hi matloob hay .
5- Qalb e muneeb , aisa dil jis main her waqt Allah ka khiyal rahay .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/634-27-TO-35-SURAH-QAAF-PARAH-26-DATE-6-10-16.mp3″]
34 TO 45 SURAH QAAF
1- jannati jub apnay dil ki tamam khuahishain poori ker chukay hon gay tu Allah fermain gay keh abhi bahut c naimtain baaki hain jin ka tumhain pata bhe nahi .
2- Quran sey hidayat hasil kernay key leya qalb e Faheem chahyay.
3- gumrah logon aur kuffaar sey khair ki tawaqqo mat rakho .
4- nimaz sey pehlay aur baad main bhe alaihda sey ziker ki taqeed.
5- ziker ki mukhtalif iksaam kon c hain ?
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/635-34-TO-45-SURAH-QAAF-PARAH-26-DATE-7-10-16.mp3″]
1 TO 14 SURAH ZAARIYAAT
1- zariyat ka matlb zarra zarra bakhair daina .
2- Hawa , badal aur barish ka nizam .
3- zindagi ka nizam chalanay key leya insan ko kaam ki quwwat farishtay pahuncha rahay hotay hain.
4- zameen aur asman ka nizam gawah hay keh qiyamat qaim ho gi .
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/636-1-TO-14-SURAH-ZAARIYAAT-PARAH-26-DATE-7-10-16.mp3″]
15 TO 30 SURAH ZAARIYAAT
1- Muttaqeen ka anjam e khair .
2- ehsan aur muhsineen .
3- muhsineen ki khoobiyan kon c hain ?
4- saray uloom Allah key hain .
5- Hazrat Ibrahim A.S ko baita honay ki khushkhabri farishton ney pahunchayee .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/637-15-TO-30-SURAH-ZAARIYAAT-PARAH-26-DATE-8-10-16.mp3″]