QURAN URDU TAFSEER PARAH 24
32 TO 52 SURAH ZUMER
1- Sub sey bara zulam Allah per jhooth bolna hay .
2- Allah apnay banday s.a.w.w key leya kafi hay.
3- Jo zindagi main nahi mantay maut manwa laiti hay .
4- Sifarish, sirf Allah ka ikhtiyaar hay .
5- Haq qabool kernay key leya akhirat per yakeen lazmi hay.
6- iman lanay walon ki nishaniyan
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/582-32-TO-52-SURAH-ZUMER-PARAH-24-DATE-6-5-16.mp3″]
53 TO 75 SURAH ZUMER
1- Maut sey pehlay qabool e islam ya momin ki taubah .
2- Quran nah perhnay walay qiyamat key din hasret kerain gay .
3- logon sey Quran perhwa ker phir usay kisi faut howay ko bakhashna , iss ki haqeeqat .
4- Shirk bahut bara khasara.
5- Qiyamat ko soor phoonka jay ga.
6- qiyamat key din kuffar ko groups ki shakal main jahannam ki terf laya jay ga.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/583-53-TO-75-SURAH-ZUMER-PARAH-24-DATE-13-5-16.mp3″]
1 TO 20 SURAH MOMIN
1- Siffaat e bari .
2- Quran per aitraz wuhi kertay hain jo kaafir hain.
3- Allah apnay banday ko dozakh ki aag sey bachanay key leya her waqt tayyar hay.
4- Qiyamat key din kaafir bhe Allah ki azmat ka iqrar kernay lagain gay.
5- jub muslman deen per amal kertay hain tu kafir zaror naraz honay lagtay hain .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/584-1-TO-20-SURAH-MOMIN-PARAH-24-DATE-20-5-16.mp3″]
21 TO 44 SURAH MOMIN
1- Pehlay wali qaumon per anay walay azab sey humain ibrat hasil kerni chahyay.
2- Aakhirat humaisha key leya hay .
3- jis ney Nabi ki nafermani ki woh Allah ki garifat main aa geya .
4- Firon key derbar main aik momin admi ka khitaab aur daleel sey baat .
5- Dunya key dukh sukh ki haqeeqat kia hay ?
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/585-21-TO-44-SURAH-MOMIN-PARAH-24-DATE-27-5-16.mp3″]
45 TO 60 SURAH MOMIN
1- Azab e Qaber per daleel
2- Barzakh
3- Allah ki Apnay Rasoolon aur un key manenay walon ki madad ki misaal
4- Allah ki bakhshish panay ka nuskha .
5- Deen per aitraz ki wajha takabbur .
6- ilam kisay kehtay hain ?
7- Takabbur itaat sey rokta hay .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/586-46-TO-60-SURAH-MOMIN-PARAH-24-DATE-3-6-16-45-60.mp3″]
61 TO 68 SURAH MOMIN
1- Allah apnay bandon per kaisay beyshumar fazal fermata hay ?
2- Aaj ka pakistan ka jamhoori nizam islami nahi hay .
3- Jo khud muhtaj hay woh doosray muhtaj ko kia day ga .
4- tamaam khobiyan Allah key leya hain.
5- insani takhleeq key marahil .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/587-61-TO-68-SURAH-MOMIN-PARAH-24-DATE-17-6-16.mp3″]
69 TO 85 SURAH MOMIN
1- Allah ki ayaat main jhagra kernay walon ka anjaam.
2- Maal o daulat key nashay main Allah ko bhula ker khushiyan manaanay walon ka anjaam .
3- Qiyamat key din baatil sakhat nuqsan main ho ga .
4- Allah ki nishaniyan .
5- Allah ki Sunnat.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/588-69-TO-85-SURAH-MOMIN-PARAH-24-DATE-24-6-16.mp3″]
1 TO 8 SURAH HAMEEM SAJDAH
1- Aik bahut eham sawal ka jawab .
2- Quran e hakeem ki khoobiyan.
3- sahib e ilam kon log hain ?
4- Hazoor s.a.w.w ki bashriyat bey misaal hay .
5- zakat ka nizam ager kafir bhe apna lain tu un ko bhe faida ho ga.
6- aaj key muslman ko apna jaiza lainay ki zaroorat hay .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/589-1-TO-8-SURAH-HAMEEM-SAJDAH-PARAH-24-DATE-1-7-16.mp3″]
9 TO 18 SURAH HAMEEM SAJDAH
1- Khaaliq sirf Allah.
2- Zameen ka tawazan.
3- Allah ki makhlooq apni apni haisiyat key mutabik Allah sey kalam kerti hay.
4- Aik dilchasp waqia
5- ibaadat ka nateeja , Allah ki mukammal itaat.
6- Noor e nabuwwat Roshni , kufer andhera .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/590-9-TO-18-SURAH-HAMEEM-SAJDAH-PARAH-24-DATE-8-7-16.mp3″]
19 TO 32 SURAH HAMEEM SAJDAH
1- Allah sey dushmani kis ney kee ?
2- Allah key dushmano ki iksaam.
3- mernay key baad insan ka wajood uss key gunahon ki gawahi dey ga.
4- Shabeena key ehkamaat .
5- Quran ki ayaat ko phailanay sey roknay walay logon ka anjaam.
6- Aaj key zamana key log .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/591-19-TO-32-SURAH-HAMEEM-SAJDAH-PARAH-24-DATE-15-7-16.mp3″]
33 TO 46 SURAH HAMEEM SAJDAH
1- insan main Baat kernay ki salahiyat aur uss ka sahi istimaal .
2- Dawat o Tableegh apnay amal key saath honi chahyay .
3- Ghussa anay lagay tu foran Allah ki panah main aa jao.
4- Sajda e tilawat ka tareeka.
5- ilhaad kisay kehtay hain ?
6- Naik aur bad amaal ka badla sirf ussi admi ko milay ga.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/592-33-TO-46-SURAH-HAMEEM-SAJDAH-PARAH-24-DATE-22-7-16.mp3″]