QURAN URDU TAFSEER PARAH 3
253 AL-BAQARAH
1- Hazir or Nazir ki behas
2- Hazoor s.a.w.w ki ghulami
3- Shaitan ka Rasta
4- Barkat e Nabuwwat key asraat
5- Haq kee talash hee Tasawwuf hay
6- Barkat e nabuwwat sey wajood roshan hotay hain
Watch on Youtube
Play Audio
254 TO 255 AL-BAQARAH
1- Quran main 3 terha key khitabaat hain
2- iman dil kee kaifiyat hay
3- insan kee sub museebton ka ilaaj
4- Qiyamat key din kaam anay wala Taulluq
5- Ayat ul kursi main kursi sey kia muraad hay ?
6- Dua main haath uthana
Watch on Youtube
Play Audio
256 TO 257 AL-BAQARAH
1- Momin Allah key dost
2- Deen main zaberdasti nahi. iss ka kia matlb hay ?
3- islam main aa janay key baad zaati maamla nahi rehta
4- Wali ullah kon hota hay
5- wilayat ki koi intiha nahi
6- shaitan sey dosti
Watch on Youtube
258 TO 259 AL-BAQARAH
1- zinda aur murda dil
2- Tareekhi manazra
3- maut key baad zinda honay ka saboot
4- ziker dil ko chamkanay kee polish hay
5- faiz haasil kernay key leya muhabbat shert hay
Watch on Youtube
260 TO 261 AL BAQARAH
1- shaikh aur mureed ka talluk
2- maal kee muhabbat aur Allah kee rah main kharch kerna
3- Rizk kee tangi aur farakhi 1 azmaish hain
4- Allah kee rah main maal day ker ihsan nahi jataana chahyay
Watch on Youtube
262 TO 263 AL BAQARAH
1- Allah kee rah main kherch kernay say dil ka sakoon milta hay
2- ihsan jatanay sey deya howa sadqa zaya ho jata hay
3- Quran ko samajhna
4- Quran her insan sey mukhatib hay
Watch on Youtube
266 TO 269 AL BAQARAH
1- Allah kee rah main kharch aik tuhfa hay
2- Allah kee rah main kherch per shaitan ka waswasa keh iss terha tum ghareeb ho jao gay
3- Danish mandi kee tareef
Watch on Youtube
273 TO 274 AL-BAQARAH
1- Allah kee rah main kharch kis kis jagha ker saktay hain
2- ibaadat ka haasil , Allah ko her waqt apnay saath honay ka ihsaas
3- ajer main izafa , Rab kee shaan hay
Watch on Youtube
275 TO 277 AL BAQARAH
1- jua, sood aur tijarat
2- Sood per azab kee mukhtalif sooratain
3- sood key mutallik Allah ka faisla
4- Sood khor ka thikana jahannam hay
5- iman aur sood ikathay nahi reh saktay
Watch on Youtube
280 TO 281 AL-BAQARAH
1- Allah kee makhlook per ihsan , Allah kee raza ka sabab
2- islam key muashi asool per zawal nahi aata
3- udhaar paison ko tahreer main likho
4- lain dain per aurat aur merd kee gawahi
5- koi cheez rehen rakhnay ka islami asool
Watch on Youtube
283 TO 286 AL-BAQARAH
1- Waswason ko door kernay ka ilaj .
2- Dua maangnay ka sahi tareeka
Watch on Youtube
1 TO 4 AL E IMRAN
1- Haroof e mukattiat .
2- ilam e ladunni .
3- Haq aik baat hi hoti hay 2 batain haq nahi ho saktien.
4- aaj ka jadeed zamana aur ijtihaad .
5- Hadeeth mubarka bhe wahi ilahi hay .
Watch on Youtube
10 TO 13 AL E IMRAN
1- ager koi kuffer keray tu uss key maldar , aulad walay honay ki Allah key samany koi haisiyat nahi hay .
2- tareekh sey ibrat hasil kero .
3- Maal o daulat ki farawani Allah key pasandeeda honay ki daleel nahi hay .
4- jadeed technology main muslman aaj bhe sub sey aagay hain .
5- Haqeeqi inqilab kon sa hay ?
Watch on Youtube
13 TO 14 AL E IMRAN
1- kuffaar key leya humaisha ki shikast hay .
2- Ghazwa e Hind .
3- Ghazwa e Bader .
4- Ghazwa e Bader Allah ki madad ki misal hay .
5- Ghazwa e bader nishan e ibrat bhe hay .
Watch on Youtube
15 TO 18 AL E IMRAN
1- jannat ki naimtain .
2- Allah ki raza jannat ki sub sey bari naimat hay .
3- Saber aur Saadqeen.
4- Sufiya ka tareeka .
5- Allah ki wahdaniyat .
Watch on Youtube
19 TO 20 AL E IMRAN
1- Allah key nazdeek deen sirf islam hay .
2- Khatm e Nabuwwat .
3- Allah key hisab lainay main takheer nahi .
4- Jo merr geya uss key leya Qiyamat aa gayee .
5- apni baat dosron per musallat kerna islam nahi .
Watch on Youtube
21 TO 25 AL E IMRAN
1- kuffer ki iksaam .
2- kuffer ka nateeja .
3- koi gunah chhota nahi .
4- Adab tamam amaal main sub sey bara hay .
5- itaat ki taufeeq bhe Allah sey mango .
6- Aaj key muslman ki sub sey bari ghalat fehmi kon c hay ?
Watch on Youtube
26 TO 29 AL E IMRAN
1- iqtadar aur maal o daulat ki haqeeqat .
2- izzat o zillat sirf Allah ki terf sey hay .
3- her cheez Allah kee merzi sey hoti hay .
4- Quran ka tasawwer maut o hayat .
5- rizq ki taqseem aur wasayal ikhtiyar kerna .
6- ghair muslim sey kis hadd tak muamla rakha ja sakta hay .
Watch on Youtube
30 TO 32 AL E IMRAN
1- zindagi ka maqsad Akhirat ki tameer hay.
2- iman key baghair jisam rooh ki qaber hay .
3- iman daawa aur amaal gawah hain .
4- insaniyat ki mairaj Allah sey muhabbat hay .
5- Nabi pak s.a.w.w ki hayat e tayyabah sub key leya namoon hay .
6- musalsal gunah kufer ki terf lay jata hay .
Watch on Youtube
35 TO 37 AL E IMRAN
1- Hazrat Imran A.S ko Allah ney burhapay main baiti ata fermayee .
2- Hazrat Eesa A.S ko Roza E Ather main dafan kia jay ga .
3- shaitan ki lambi umer hoti hain .
4- aamilon ki terf sey maray howay logon ki rooh sey baat kernay ki haqeeqat kia hay ?
5- Nazer maanenay ki sharaait kon c hain ?
6- mujza aur karamat .
Watch on Youtube
38 TO 41 AL E IMRAN
1- Syed ka mafhoom ?
2- Syed honay ki azmat itaat sey mashroot hay .
3- dua her mushkil ka hall .
4- Dua ka saleeqa .
5- Kam bolna Allah sey taulluq key leya zaroori hay .
6- ziker e kaseer kon sa ziker hay ?
7- ziker e Qalbi
Watch on Youtube
42 TO 43 AL E IMRAN
1- Auliya Allah per ilham o ilqa .
2- koi khatoon Nabi nahi hoyee .
3- Hazrat Maryam waliah thien .
4- Allah kareem ka Hazrat Maryam A.S ko paigham aur tasalli daina .
Watch on Youtube
44 TO 46 AL E IMRAN
1- Nimaz e bajamat main barkat ka nazool .
2- ibaadat ka tasawwer .
3- ilam e ghayab aur ittila anil ghayab .
Watch on Youtube
47 TO 49 AL E IMRAN
1- Mirza Qadyani ki tehreef e Quran ki koshish .
2- kun fayakoon key ander key raaz .
3- Ambeya A.S key uloom wahbi , Nabi pak s.a.w.w ki wasatat sey .
4- ilam o hikmat ambeya karam ki wirasat .
5- wali ullah ka kashaf ilam e nabuwwat key tabay hay .
Watch on Youtube
50 AL E IMRAN
1- Mujzat uss zamanay key mutabik hotay hain .
2- Mujza , karamat aur istidraaj main kia ferk hain ?
Watch on Youtube
51 TO 54 AL E IMRAN
1- Hawwariyyeen aur anajeel kin ko kehtay hain ?
2- Qiyamat key din Nabi pak s.a.w.w ki shahadat sey hi kamyabi milay gi .
3- Ulma e Haq and ulma e soo ki kia nishaniyan hain .
Watch on Youtube
55 TO 57 AL E IMRAN
1- Hazrat Eesa A.S ko jisam key saath asman per utha leya geya .
2- Auliya Allah ka batni nizam .
3- Hazrat Eesa A.S ki dunya main wapsi main kia hikmat hay ?
4- Muslman kabhi ruswa nahi hota .
Watch on Youtube
58 TO 63 AL E IMRAN
1- Najraan sey eesayon ka wafad madeena aya aur eesayat ko haq sabit kerny ki koshish ki .
2- Manazra aur Mubahla main ferk .
3- Mubahla key mutallik aik ghalat fehmi .
4- Quran aur hadeeth doni wahi ki sooratain hain .
Watch on Youtube
64 TO 67 AL E IMRAN
1- Muslman aur Ahl e kitab main Tauheed aik mushterka baat hay .
2- Sadqaat kis kis jagha kharach kernay chahyain ?
3- Sawab kia hay ?
4- Asbab ikhtiar kerain laikin umeed Allah sey ho .
5- Mazahib key dermiyan ittihad ki sharait kon c honi chahyain ?
Watch on Youtube
67 TO 71 AL E IMRAN
1- Ibrahim A.S ki sunnat ka ittiba hum kyon kertay hain ?
2- Wilayat kia hay ?
3- Sahaba karam ka ittiba wilayat ka rasta hay .
4- Wilayat ka ghalat tasawwer .
Watch on Youtube
72 TO 74 AL E IMRAN
1- maslmano ko gumrah kernay ka yahoodiyon ka tareeka ?
2- iman kia hay ?
3- Bargah e Nabwee s.a.w.w ka adab o ehtram .
4- azmat aur Allah sey dosti , sirf Ambeya karam key wastay sey hi milti hay .
Watch on Youtube
75 TO 77 AL E IMRAN
1- amaanat o deyanat imaan ka khasa hay .
2- Allah sey banday ka muahida .
3- Taqwa , Allah sey kiya howay ehd key mutabik zindagi guzarna .
4- Taqwa aur Tazkiya .
5- Muhabbat key Rishtay .
6- Allah key taulluk ko baich khana , na qabil muafi juram hay .
Watch on Youtube
78 TO 80 AL E IMRAN
1- yahood o nasara ulma kee amoomi rawish .
2- Fatwa ko baichna .
3- kisi nabi ney anpni ibadat ki dawat nahi dee .
4- Ambeya key mujzat Allah ki tauheed kee terf dawat key leya hain
5- Ulma e Rabbani kon sey ulma ko kehtay hain ?
Watch on Youtube
81 TO 82 AL E IMRAN
1- Tamam Ambeya A.S sey Hazoor Nabi Pak s.a.w.w ki nusrat ka ehad .
2- Sabqa ummaton sey bhe Qaber main Hazoor Nabi Pak s.a.w.w key mutallik sawal howa .
3- Masjid e Aqsa .
4- Hasool e Rehmat ka wahid rasta Nabi Kareem s.a.w.w ki zaat mubarka hay .
5- Ummat main faroee ikhtalafaat Allah ki rehmat hain .
Watch on Youtube
83 TO 85 AL E IMRAN
1- kuffaar islam ki ibadaat nahi balkeh zindagi guzarnay key tereekay key khilaf hain .
2- Kaynaat main her cheez Allah ki itaat kerti hay .
3- Nabi pak s.a.w.w sey taulluk her muslman ka hay .
4- islam sey bahir kisi cheez ko deen ka naam dainay sey woh Allah ko qabil e qabool nahi ho gi .
Watch on Youtube
86 TO 91 AL E IMRAN
1- Allah zalmon ko hidayat nahi daita .
2- taubah ka matlb juram ko juram maan ker ainda nah kerna hay .
3- islam main murtad ki saza .
4- gunah ko musalsal kerna kufer ki terf lay jata hay .