QURAN URDU TAFSEER PARAH 9

90 TO 99 AL ARAAF

1- Maal o daulat milnay key baad insan apni pehlay wali halat bhool jata hay .
2- aik eham qanoon e fitrat iss ayat main beyan kia geya hay .
3- kaisay pata chalay ga keh dunya kee rahat ya museebat uss per Allah ka azab hay ya naimat ?
4- Barkat key derwazay kin logon per khultay hain ?
5- Barkat kisay kehtay hain ?

 

Watch on Youtube

100 TO 102 AL ARAAF

1- azab e ilahi ka ilaaj sirf Taubah hay .
2- chhotay chhotay azab isi leya atay hain keh taubah kee jay .
3- dil per muhr lagnay kee kia wajha hoti hay ?
4- Nabuwwat Allah ka azeem inaam aur iss ka inkar azeem azab hay .

 

Watch on Youtube

 

103 TO 112 AL ARAAF

1- ilam e ladunni kia hay ?
2- ilhaam kia hay ?
3- Rasoomat ko sawab ka kaam samajhna Biddat hay .
4- Darust aqeeda kon sa hay ?
5- Mujza aur jadoo main kia ferk hay ?

 

Watch on Youtube

113 TO 129 AL ARAAF

1- Jadoo kee haqeeqat aur uss ka ilaj .
2- Hazrat Moosa A.S aur jadoogaron ka waqia .
3- Firon kee apni qaum ko samjhanay kee koshish .
4- Dil bhe ilam hasil kerna ka eham zerya hay .
5- Saber kia hay ?

 

Watch on Youtube

130 TO 141 AL ARAAF

1- insan per museebtain kyon aati hain ?
2- burayee kee nahoosat khud burayee kernay walay per aati hay .
3- Nataij amal sey nikaltay hain baton sey nahi .
4- Allah per aitmaad kernay key leya Allah sey taulluk hona zaroori hay .

 

Watch on Youtube

142 TO 143 AL ARAAF

1- Ruhani terbiyat ka zerya , logon sey door rehna .
2- dunya alim e asbaab hay .
3- ziker kernay walon key leya khasoosi hidayat .

 

Watch on Youtube

143 TO 146 AL ARAAF

1- Allah kee zaat main ghaur o fiker kerna jaiz nahi hay .
2- Sufiyaa ko iss baat ka khas khiyaal kerna chahyay .
3- Sunnat kia hay ?

 

Watch on Youtube

147 TO 151 AL ARAAF

1- Takabbar ka anjaam .
2- Aitaqaadi inkaar aur Amali inkaar .
3- kaafir key naik amaal ka badla kaisay deya jata hay ?
4- Wahi ilahi key baghair Aqal ka istimaal kerna gumrahi hay .
5- Nabi Pak s.a.w.w kee shaan e Rehmat lil Almeeni .

 

Watch on Youtube

152 TO 154 AL ARAAF

1- Allah per jhooth bandhna ka kia matlb hay ?
2- Deen per apni Ray ko terjeeh dainay ka anjaam .
3- Allah key ghazab sey bachnay ka kia tareeka hay ?
4- Allah kee kitaab key kamalaat .
5- insan kee sunenay kee taqat mehdood hay .

 

Watch on Youtube

155 TO 157 AL-ARAAF

1- Nabi Pak s.a.w.w ka aik maujza .
2- Hazrat Moosa A.S ka maujza .
3- Tasawwuf kee rah per chalnay walon key leya aik eham baat .
4- Dua ka saleeka .
5- Allah key Rasool s.a.w.w jo faisla ferma dain uss key khilaf dil main bhe koi khiyal nahi anaa chahyay .

 

Watch on Youtube

158 AL-ARAAF

1- insan kee malkiyat dunya kee cheezon kee arzi hay .
2- Haqeeqi maalik .
3- ibaadat kia hay aur ibaadat kis leya kee jati hay ?
4- ummi ka kia matlb hay ?

 

Watch on Youtube

159 TO 162 AL-ARAAF

1- Haq kee baat aur uss key saath insaf kerna .
2- Haq key sath zulam kia hay ?
3- Muasherti tanzeem ka aik eham asool ?
4- aaj humain apnay aap per ghaur kernay kee zaroorat hay .

 

Watch on Youtube

163 TO 166 AL ARAAF

1- Manazra ka aik eham asool .
2- Naseehat ka maqsad aur tareeka kia hay ?
3- Naiki kee taufeek milnay per apnay aap ko naik parsa nahi samajhna chahyay .
4- khud naik hona laikin dosron ko burayee sey nah rokna , ka anjaam .

 

Watch on Youtube

167 TO 171 AL ARAAF

1- Allah kee sunnat .
2- muslmano key leya dars e ibrat .
3- Yahoodiyon ko sazain .
4- deeni hawalay sey hakoomat e waqt key faraiz kia hain ?

 

Watch on Youtube

172 TO 179 AL ARAAF

1- Rabb sirf Allah hay .
2- Bait ka saboot .
3- Gumrahi ka sabab .
4- Ayaat ko jhutlana .
5- Peraishan khiyali ka sabab kia hay ?
6- Gumrahi kee wajha dil kee ghaflat .

 

Watch on Youtube

180 TO 185 AL-ARAAF

1- Haq ko qabool kerna aur baatil ko radd kerna dono zaroori hain .
2- istadraaj kisay kehtay hain ?
3- Karamat kisay kehtay hain ?
4- Halaal ya haraam ka intikhab kerna banday ka apna ikhtiyar aur faisla hay .

 

Watch on Youtube

 

186 TO 188 AL ARAAF

1- Haq ko qabool kerna aur baatil ko radd kerna dono zaroori hain .
2- istadraaj kisay kehtay hain ?
3- Karamat kisay kehtay hain ?
4- Halaal ya haraam ka intikhab kerna banday ka apna ikhtiyar aur faisla hay .

 

Watch on Youtube

188 TO 192 AL ARAAF

1- Quran samajhnay ka tareeka .
2- Allah key Rasool s.a.w.w ka mansab e Jaleela .
3- Zinda dil kis dil ko kehtay hain ?
4- khatoon kee zimadari .
5- Allah kee rehmat aur insan ka rawiyyah .
ان

 

Watch on Youtube

191 TO 203 AL ARAAF

1- Shirk iman key leya zehr e qatil hay .
2- jadoo aur amliyaat kee haqeeqat .
3- hum Allah kee ibadat kyon nahi kertay .
4- Allah kee maarfat key leya Allah key Rasool s.a.w.w kee marfat hasil kerna zaroori hay .
5- jis ney Nabi Pak s.a.w.w ko nahi pehchana uss sey itaat nahi ho sakti .

 

Watch on Youtube

204 TO 206 AL ARAAF

1- Quran kareem sunenay key adaab .
2- nimaz aur ibadaat main tawajjo hasil kernay ka kia tareeka hay ?
3- ziker e qalbi ka tareeka aur ehmiyat .
4- Ziker khaffi key Qurani asool .
5- dil kee safayee kerna bahut zaroori hay .

 

Watch on Youtube

1 TO 4 AL ANFAAL

1- Momin kon ?
2- jang main maal e ghaneemat kee taqseem kaisay ho ?
3- aik doosray ka maal dhoka sey khanay kee koshish nahi kerni chahyay .
4- Azmat e Sahaba .
5- Tawakkal kerna kia hay ?

 

Watch on Youtube

5 TO 10 AL ANFAAL

1- Ghazwa e Bader aur Allah kee madad .
2- iss ayat key hawalay sey zaroori wazahat .
3- Aap s.a.w.w kee dua kee shaan e qabooliyat .
4- Nazool e sakeena kee aik misaal .

 

Watch on Youtube

 

 

11 TO 13 AL ANFAAL

1- Haq o Batil ka pehla maarka .
2- iss ayat main neend sey kia murad hay ?
3- Allah kee ata uss kee shan key mutabik hoti hay .
4- itna derdnaak azab kee wajha kia hay ?

 

Watch on Youtube

 

 

14 TO 18 AL ANFAAL

1- Ghazwa e Bader mazloomon ko un ka haq dilwanay ka din .
2- iss ayat key mutabik aaj key masayal ka hal .
3- Allah key Rasool s.a.w.w kee mukhalifat ka anjaam .
4- Allah key Rasool s.a.w.w kee mukhalifat kia hay ?
5- Nabi Pak s.a.w.w kee nafermani ko mamooli nah samjho .
6- Azmat e Sahaba karam .

 

Watch on Youtube

 

 

19 TO 25 AL ANFAAL

1- iman kia hay ?
2- apni merzi kee zindagi guzarnay ka anjaam .
3- iman key baghair logon key jisam un kee rooh kee qaberain hain .
4- Allah key Rasool s.a.w.w kee itaat gunah aur juram kernay sey bacha laiti hay

 

Watch on Youtube

 

 

26 TO 28 AL ANFAAL

1- Shuker ada kernay ka sub sey alaa tareeka kon sa hay ?
2- Shuker ada kernay kee mukhtalif soortain kon kon c hain ?
3- Baddiyanti , khiyanat kaisay hay ?
4- Kon sa maal o Daulat fitna qarar deya geya hay ?

 

Watch on Youtube

 

 

 

29 TO 30 AL ANFAAL

1- Taqwa ka mafhoom .
2- Taqwa ikhtiyar kernay ka dunya o akhirat key faiday .
3- Taqwa ikhtiyar kero , dunya o akhirat ka sub kuch haasil ho jay ga .
4- Madeena kee terf hijrat key waqiaat .

 

Watch on Youtube

 

 

31 TO 34 AL ANFAAL

1- Aqal aur logic ka kia taqaza hay ?
2- Hazrat Muhammad s.a.w.w ko dil main basa lo azab sey bach jao gay .
3- Hayat un Nabi s.a.w.w.
4- Barkat e Nabuwwat ka kamaal .

 

Watch on Youtube  

 

35 TO 40 AL ANFAAL

1- Auliya Allah kee janisheen banenay kee shert ?
2- Tasawwuf deen kee bunyad hay .
3- Auliya Allah key pass janay ka kia maqsad hona chahyay ?
4- Allah kee Rehmat kee koi hadd nahi .
5- Jihad Qiyamat tak key leya ferz hay .

 

Watch on Youtube