QURAN URDU TAFSEER PARAH 8
111 TO 113 AL ANAAM
1- Rooh kee hayaat .
2- Allah key Nabi kee mukhalifat kernay wala shaitan hay .
3- shaitan sey bachao ka tareeka ?
4- Gumrahi ka bunyadi sabab .
Watch on Youtube
113 TO 115 AL ANAAM
1- insan shaitan kee baat kyon manta hay ?
2- sara sach Quran hay .
3- jahan koi Quran sey door ho ga woh zulam ho ga .
Watch on Youtube
116 TO 119 AL-ANAAM
1- islami jamhooriyat aur aaj kee jamhooriyat main kia ferk hay ?
2- islam aman hay phir hukmran islami nizam sey dertay kyon hain ?
3- aaj key muslman kee bey hisy ?
4- Rukhsat aur azeemat kia hain ?
Watch on Youtube
120 TO 121 AL-ANAAM
1- khaloos e dil sey zahir o batin kee burayon ko chhorr do .
2- kalmay ka matlb kia hay ?
3- taubah kee qabooliyat .
4- gunah insan kyon kerta hay ?
Watch on Youtube
122 AL ANAAM
1- Quran key mutabik zinda aur murda kon hay ?
2- dilon ko zinda kernay wala noor kon sa hay ?
3- Taleemat o Barkat e Nabuwwat .
4- buray kirdar ka nateeja ?
Watch on Youtube
123 TO 124 AL ANAAM
1- insani kirdar insani zindagi ko mutasir kerta hay .
2- dunya main azab kee mukhtalif soortain kon kon c hain ?
3- Buray kirdar ka nateeja .
4- aaj key pakistan key halaat .
Watch on Youtube
125 TO 127 AL ANAAM
1- Ghazwa tul Hind .
2- Sherha e Sader kisay kehtay hain ?
3- Sherha e sader kee aik khobsoorat misaal .
4- Seena tang honay ka kia matlb hay ?
Watch on Youtube
128 TO 129 AL ANAAM
1- jinnaat kee tadaad aur un kee umer kitni hoti hain ?
2- shaitan kee wilayat kia hay ?
3- jinnaat aur insano kee apas main sauda bazi .
4- insano aur jinnaat key apas main taullukaat ka anjaam .
Watch on Youtube
130 TO 135 AL ANAAM
1- jinnaat main nabuwwat nahi hoyee .
2- shaitan bhe jinnon main sey hay .
3- Allah kareem hidayat key asbaab pahuncha daitay hain .
4- hum sub muhtaj hain aik dosray key .
Watch on Youtube
136 TO 137 AL ANAAM
1- kalma tayyabah kee quwwat .
2- islam kee bunyaad .
3- Aulad ko qatal kernay sey kia muraad hay ?
4- Aulad kee terbiyat kaisay kerni chahyay ?
5- Rasoomat aur islam .
Watch on Youtube
138 TO 144 AL-ANAAM
1- deen key naam per rasoomat banana Allah per jhooth bandhna hay .
2- deen key naam per rasoomat jari kernay kee saza .
3- khaalis deen .
Watch on Youtube
145 TO 150 AL ANAAM
1- cheezon ko halal aur haram qarar dainay ka ikhtiyar Allah key pass hay .
2- Rehmat ko panay key leya rehmat sey jurna zaroori hay .
3- Nafermani per inaam nahi milta .
4- jo Allah kee baat nahi manta uss per tum bhe aitbaar nah kero .
Watch on Youtube
151 AL ANAAM
1- muashra kee islah key 10 asool .
2- pehla asool Tauheed .
3- Waldain sey acha salook .
4- bachay nah paida kerna Allah per aitmaad kee kami kee wajha sey hay .
5- aurat ko banjh ker daina haraam hay .
Watch on Youtube
152 TO 153 AL-ANAAM
1- insan key bunyadi haqooq .
2- dunya kee sahoolton sey kia murad hay ?
3- Allah kee rehmat sey kabhi mayoos nahi hona chahyay .
Watch on Youtube
154 TO 157 AL ANAAM
1- Barkat e Nabuwwat ka haasil kia hay ?
2- Rehmat e ilahi .
3- Taqwa ka matlab ?
4- tamaam ibadaat ka haasil Allah sey taulluk jorna hay .
5- hum sochain keh aaj hum Quran ka kitna ittiba ker rahay hain .
Watch on Youtube
158 TO 159 AL ANAAM
1- hum taubah key leya maut ya qiyamat ka intizaar kyon ker rahay hain ?
2- yakeen kernay ka naam manena hay .
3- haram ko halal samajhnay walay ko taubah naseeb nahi hoti .
4- dunya main milnay wali sub sey bari saza kon c hay ?
Watch on Youtube
160 TO 165 AL ANAAM
1- nimaz aur Quran perhnay kee wajha sey dunya kee museebtain peraishaniyan nahi ani chahyain , yeh aik ghalat fehmi hay .
2- Naiki kia hay ?
3- seedha rasta kia hay ?
4- millat e ibrahimi ka mafhoom ?
Watch on Youtube
1 TO 6 AL ARAAF
1- kitaab ka mafhoom kia hay ?
2- Quran kee khasosiyaat .
3- aap s.a.w.w kee Rehmat e Alam s.a.w.w honay ka aik pehlu .
4- Badan aur Rooh ka khiyaal kaisay rakha jay ?
Watch on Youtube
6 TO 10 AL ARAAF
1- Qiyamat key din amaal ka wazan kis hisaab sey ho ga ?
2- Insan ka gunah uss key apnay leya museebat hay .
3- aaj key muslman key leya sochnay ka maqaam .
Watch on Youtube
11 TO 18 AL ARAAF
1- sajda ka kia matlb hay ?
2- ibleesi soch aur rawiyyah kia hay ?
3- islah ka tareeka kon sa hona chahyay ?
4- insan kee kamzooriyan aur un ka ilaaj .
5- dua kia hay ?
Watch on Youtube
19 TO 25 AL ARAAF
1- bey libasi bey hayayee hay .
2- Hazrat Adam A.S ka jannat main rehna kee hikmat kia thee ?
3- shaitan ibaadat key bawajood kyon shaitan bana ?
4- Tasawwuf o Salook kuch log chhorr kyon daitay hain ?
5- Shaitan insan ka azli dushman hay .
Watch on Youtube
25 TO 31 AL ARAAF
1- Libas main 3 cheezain honi chahyain .
2- ittiba e Risalat s.a.w.w main koshish naam kee koi cheez nahi hay .
3- libas kee itni ehmiyat kyon ?
4- Aqeeda o amal kee tabahi ka kia sabab hay ?
5- ibaadat ka maqsad kia hay ?
Watch on Youtube
32 TO 33 AL ARAAF
1- Dunya kee khobsoorti haram sey nahi hay .
2- tamam naimtain Allah key naik bandon key leya hain .
3- fohash cheez kisay kehtay hain ?
4- Gunah kia hay ?
5- Riwaaj aur biddat main kia ferk hay ?
Watch on Youtube
34 TO 37 AL ARAAF
1- aap s.a.w.w kee azmat .
2- dunya kee zindagi ka maza bhe ittiba e Rasool s.a.w.w main hay .
3- ehkaam e ilahi ko jhutlana kia hay ?
Watch on Youtube
38 TO 40 AL ARAAF
1- kuffer key bhe bahut sey derjay hain .
2- takabber apni ray apni baat ko afzal samajhna .
3- tasawwuf kia hay ?
Watch on Youtube
40 TO 43 AL ARAAF
1- dunya kee zindagi aakhirat key muqablay main bahut thori hay .
2- aaj ka zamana aur ayat e mubarka .
3- Naiki asan hay aur gunah mushkil .
4- zulam kia hay ?
5- Rasool s.a.w.w kee pairvee .
Watch on Youtube
44 TO 51 AL ARAAF
1- jannatiyon aur dozalhiyon kee aapas main kia baat ho gee ?
2- insan kamal kee makhlooq banayee hay Allah ney .
3- Nabi A.S aur aam insan kee maut main kia ferk hay ?
4- Ambeya A.S kee khasoosiyaat .
5- Allah kee itaat main ameeri aur ghareebi dono jannatain hain .
Watch on Youtube
52 TO 55 AL ARAAF
1- Allah kareem kee Rabb honay kee shaan .
2- Astwa AlalArsh ka kia matlb hay ?
3- hukmarano kee zimadari .
Watch on Youtube
56 TO 64 AL ARAAF
1- Fasad kisay kehtay hain ?
2- Dehshatgardi kee wajoohaat aur ilaaj kia hain ?
3- Naseehat haasil kernay key leya zinda dil chahyay .
4- Bidaat .
Watch on Youtube
65 TO 72 AL-ARAAF
1- Taqwa ka mafhoom .
2- ibadaat kia hain ?
3- shuker key jazba sey itaat ka jazba paida hota hay .
Watch on Youtube
73 TO 79 AL ARAAF
1- Allah key ehsanaat ko yaad kero .
2- ibaadat kia hay ?
3- Saray Ambeya karam apni qaum per baray kareem hotay hain .
4- zameen per fasad kaisay hota hay ?
5- Ameeri aur gahreebi dono azmaish hain
Watch on Youtube
75 TO 85 AL ARAAF
1- Allah kareem ka bey panah karam .
2- Dil sey taulluk key baghair sirf saath rehnay ka koi faida nahi .
3- Nabi sey dil ka taulluk hona lazmi hay .
4- Naap tol main kami kerna bahut bara gunah hay .
Watch on Youtube
86 TO 89 AL ARAAF
1- Nafsiyaat ka aik asool , Shuker .
2- maal aur aulaad Allah kee naimtain hain .
3- Dua ka tareeka .
4- Nimaz Allah ka inaam .