QURAN URDU TAFSEER PARAH 7

83 TO 86 AL-MAIDAH

1- Quran kee roshni main millat kee islah kaisay ho sakti hay ?
2- itaat kernay walon key leya aik zaroori ehtiyaat ?
3- Sahaba karam Quran key misaali muslman kis wajha sey banay ?
4- dehshat Gardi aur humara mulk .
5- Dehshat Gardi ka khatma kaisay mumkin hay ?
6- iman kee nishani kia hay ?

 

Watch on Youtube

87 TO 89 AL-MAIDAH

1- islam main rehbaniyat nahi hay .
2- hadd sey tajawez kerna Allah kee muhabbat sey mehroomi ka sabab hay .
3- behtreen zindagi woh hay jis main tawazan ho .
4- Qasam khana aur qasam tornay ka kaffara

 

Watch on Youtube

90 TO 91 AL-MAIDAH

1- shuker ada kernay ka kia tareeka hay ?
2- lottery aur sharab shaitani kaam hain .
3- sub umeedain Allah sey honi chahyain.
4- Falah yafta honay key leya aik shert .
5- Allah ka ziker kerna aur nimaz perhan yeh 2 alaihda alaihda kaam hain .
6- pakistan sey Dehshat gardi ka khatma kaisay ho sakta hay ?

 

Watch on Youtube

92 AL-MAIDAH

1- Rasool s.a.w.w kee itaat Allah kee itaat hay .
2- islami nizam her qaum key leya sir bulandi ka sabab hay .
3- Riyasat e madeena key qiaam ka maqsad kia tha ?
4- maghrabi mumalik main aman kis wajha sey hay ?

 

Watch on Youtube

93 AL-MAIDAH

1- Momin maut key waqt bhe taubah ker lay tu qabool ho jati hay .
2- achay kirdar key terbiyati marahil .
3- Ehsaan ka mafhoom .
4- ittaba e Risalat s.a.w.w .

 

Watch on Youtube

94 TO 96 AL-MAIDAH

1- iman kee azmaish poori zindagi chalti rehti hay .
2- kisi haram cheez main shifaa nahi hay .
3- iss ummat per Allah ka inaam .
4- kaffaray ka hukam islah key leya hay .
5- iman aik kaifiyat hay .

 

Watch on Youtube

 

97 TO 98 AL-MAIDAH

1- khana kaba insaniyat key Qiyaam ka sabab hay .
2- khana kaba kee tameer aur tareekh .
3- Nisbat kee ehmiyat .
4- islam kee inqilabi khasoosiyat .

 

Watch on Youtube

99 TO 100 AL-MAIDAH

1- Sahaba karam aik muqaddas jamaat .
2- Nabi Pak s.a.w.w ka andaz e tableegh .
3- insan maal kee kasrat ka laalchi hay .
4- Allah key Nabi sey beywafayee ka anjaam .

 

Watch on Youtube

101 TO 105 AL-MAIDAH

1- Bargah e Risalat s.a.w.w key adaab kee nazakat .
2- Rasomaat aur Biddat kia hain ?
3- apni islah kee fiker kerni chahyay .

 

Watch on Youtube

 

106 TO 110 AL-MAIDAH

1- wasi koi shari uhda nahi hay .
2- sub sey piyara rishta kon sa hay ?
3- Ambeya Karam ka andaaz e kareemana .
4- damm kernay kee shari daleel .

 

Watch on Youtube

 

 

111 TO 115 AL-MAIDAH

1- Nabi A.S sey rishta ho tu itaat ka haq ada hota hay .
2- Bani Israel qaum kee nafermaniyan .
3- Aaj ka muslman Allah kee azmat sey door kyon ?

 

Watch on Youtube

 

116 TO 120 AL MAIDAH

1- islami nizam aman kee zamanat ka sabab hay .
2- Ambeya A.S sey sawal ka matlb kia hay ?
3- ilam ghayab kisay kehtay hain ?
4- ilam e ghayab sirf Allah ka khasah hay .

 

Watch on Youtube

1 TO 3 AL ANAAM

1- din aur raat ka nizam Allah kee azmat kee nishani hay .
2- insani wajood per ghaur kerna .
3- wahdatil wajood aur wahdatiShahood nazreyaat kia hain ?

 

Watch on Youtube

4 TO 8 AL ANAAM

1- Rasoomat kee pairvee kernay ka anjaam .
2- purani Qaumain aaj sey ziada science main tarakki rakhtay thay .
3- Azab sey bachao sirf Allah kee itaat main hay .
4- kirdar ka dilon per asraat .

 

Watch on Youtube

 

9 TO 13 AL ANAAM

1- kaafir kee taubah maut key waqt qabool nahi hoti .
2- inkaar kernay walon ka anjaam .
3- Allah kee rehmat .
4- haqeeqi nuqsan kon sa hay ?

 

Watch on Youtube

 

14 TO 16 AL ANAAM

1- Haqeeqi kamyabi kia hay ?
2- Aqeeda kee ehmiyat .
3- apni umeedain sirf Allah sey honi chahyain .

 

Watch on Youtube

17 TO 20 AL ANAAM

1- Naiki kee bunyaad .
2- makhlooq sey dernay kee wajha ?
3- Quran kee tableegh Nabi Pak s.a.w.w ka aik mujza hay .

 

Watch on Youtube

20 TO 25 AL ANAAM

1- Ehkam e ilahi key khilaf fatwa daina kufer hay .
2- Rasoomat kee pairvee kufer kee terf lay jati hay .
3- apni islah kee fiker pehlay kerni chahyay .
4- Zinda dil kon sa hota hay ?

 

Watch on Youtube

26 TO 30 AL ANAAM

1- Taleemat e Nabuwwat sey bhagnay walon ka anjaam .
2- qiyamat key din sey wapis dunua main bhaij bhe deya jay tu yeh gunah hee kerain gay .
3- hum sub key pass dunya ka thora sa waqt hay .
4- Nabi Pak s.a.w.w ka ittiba kernay walon per Allah ney rehmatain lutaa dein .
5- maut kee tayyari kaisay kerain .

 

Watch on Youtube

31 AL-ANAAM

1- haqeeqi nuqsan aakhirat ka nuqsan hay .
2- maghribi mulk kyon itna ziada tarakki ker gay hain ?
3- dunya sey murad kia hay ?

 

Watch on Youtube

32 AL ANAAM

1- Allah per aitmad nah ho tu ibadaat bhe aik dhong hain .
2- insan humaisha key leya hay .
3- Nabi A.S ka kamaal .

 

Watch on Youtube

33 AL ANAAM

1- Shaan e Risalat s.a.w.w .
2- wiladat o Baisat .
3- Darood o Salam .

 

Watch on Youtube

34 AL ANAAM

1- Aaj key zamana kee muslmani Quran key lihaz sey .
2- humara ilaaj kia hay ?
3- Aqaid o kirdar main Nabi Pak s.a.w.w kee pairvee

 

Watch on Youtube

 

35 TO 39 AL ANAAM

1- Mujza , karamat aur istadraj kia hain ?
2- Allah ka qanoon hay keh ikhtiyar insan key pass hay .
3- maantay wohi hain jo suntay hain .

 

Watch on Youtube

40 TO 45 AL ANAAM

1- maut key farishtay nazer aain tu kafir kee taubah qabool nahi hoti .
2- iman walon per anay wali takleefain kis wajha sey aati hain ?
3- hidayat hasil kernay main dil ka kia kaam ?
4- dil main masjid banana banday ka zimma hay .

 

Watch on Youtube

46 TO 49 AL ANAAM

1- dil aur dimagh ka ferq .
2- azab sirf badkaar per aata hay .
3- imaan kia hay ?
4- imaan aur kuffer main ferk ?

 

Watch on Youtube

50 TO 51 AL ANAAM

Ilam e ghayab sirf Allah kay pass

 

Watch on Youtube

52 TO 55 AL ANAAM

1- Bargah e ilahi aur Bargahe Risalat s.a.w.w main izzat kis kee hay ?
2- Nabi Pak s.a.w.w kee Risalat aur Barkaat humaisha key leya hain .
3- Bargah e Nabvee s.a.w.w main hazri kee mukhtalif sooratain .

 

Watch on Youtube

56 TO 58 AL ANAAM

1- umeed ka markaz kon hona chahyay ?
2- Quran kareem her zamana key logon ko mukhatib kerta hay .
3- aaj ka muslman zaleel kyon ho raha hay ?

 

Watch on Youtube

59 AL ANAAM

1- ilam Allah kee zati sifat hay .
2- Ambeya karam ko Allah kareem ghayab key ilam sey matla fermatay hain .
3- shaan e Risalat .

 

Watch on Youtube

60 TO 62 AL ANAAM

1- Dunya main insan ko asbaab ikhtiyaar kernay chahyain .
2- insan kee soch aur fiker kee ehmiyat .
3- Allah kee Qudrat e kaamila .
4- Zalzalay aur tofan , insan key leya ibrat .
5- maut haqeeqi zindagi kee ibtidaa hay .

 

Watch on Youtube

63 TO 67 AL ANAAM

1- Allah kee rehmat bey-panah hay .
2- Dua ka saleeqa .
3- dua kee qabooliyat kee mukhtalif soortain .
4- Shirk .

 

Watch on Youtube

67 TO 70 AL-ANAAM

1- Momin aur kafir key dermiyan taulluqat kee hadd ?
2- mulhad o zindeek aur islami riyasat ka fareeza .
3- muslmano key samnay shaan e risalat main koi kaisay gustakhi ker sakta hay ?
4- buri suhbat sey bachna kyon zaroori hay ?

 

Watch on Youtube

71 TO 72 AL ANAAM

1- Deen per samjhota nahi ho sakta .
2- Shirk khaffi kia hay ?
3- Nimaz Qaim kernay sey kia muraad hay ?
4- ibadaat Allah sey taulluq bananay ka zerya .

 

Watch on Youtube

73 TO 80 AL ANAAM

1- aik eham sawal ka jawab .
2- Tableegh pehlay apnay gher walon ko .
3- ilam key 2 zeryay .
4- Nabi aur Wali ullah key, kashaf main ferk ?
5- Tableegh ka tareeka o saleeka .

 

Watch on Youtube

81 TO 87 AL ANAAM

1- Aman , ahl e haq kee khasoosiyat hay .
2- hum aaj aman sey mehroom kyon hain ?
3- Shirk key insan per asraat .
4- Shirk ka ilaaj .
5- Naik logon ka aser un kee naslon tak jata hay .

 

Watch on Youtube

88 TO 90 AL ANAAM

1- Dunya main sub sey bara inaam kon sa hay ?
2- Dunya main sub sey bari mehroomi ?
3- insan ashraf ul makhlooqat kaisay hay ?
4- Quran e kareem behtreen nizam e zindagi .
5- Azmat e Sahaba .

 

Watch on Youtube

91 AL ANAAM

1- ummat key leya sochnay ka maqaam .
2- aaj humari tabahi ka sabab .
3- hidayat wali kitab aur humari zindagi .

 

Watch on Youtube

 

92 TO 94 AL ANAAM

1- saray pichlay gunah saaf kernay key leya Nabi Pak s.a.w.w kee itaat zaroori hay .
2- Quran her mozoo per herf e akhir hay .
3- Quran e kareem sey bara koi wazeefa nahi .
4- jo apnay aap per wahi aanay ka jhootha dawa keray woh baddtareen makhlooq hay .

 

Watch on Youtube

95 TO 98 AL ANAAM

1- Tauheed key dalail .
2- Taqdeer kisay kehtay hain ?
3- Raat sakoon araam key leya hay .
4- ibadaat Qamri maheeno key hisab sey hay .
5- ilam e najoom key baray main aqeeda .

 

Watch on Youtube

99 TO 100 AL-ANAAM

1- Azmat e ilahi key dalail .
2- Allah kee beyshumar naimtain .
3- pakistan main dehshatgardi kee wajha ?
4- Badkari aam honay ka azaab .
5- Taubah hee sub azabon ka wahid ilaaj .
6- aamilon kee chalaki aur fraud .

 

Watch on Youtube

101 TO 104 AL ANAAM

1- sitaray sayyaray , sooraj , chand sub kuch insan key leya hain .
2- ibaadat ka mafhoom .
3- her cheez ka khaliq Allah hay .

 

Watch on Youtube

105 TO 110 AL ANAAM

1- Nabuwwat key jhoothay dawedaron ko kafir nah samajhna wala khud kafir ho jata hay .
2- sailaab zalzalay humaray amaal kee wajha sey aatay hain .
3- iss ayat e mubarka main 3 ehkamaat hain .
4- Burayee aur badamli kee saza kuffer o shirk .

 

Watch on Youtube