QURAN URDU TAFSEER PARAH 5

26 TO 30 AL NISA

1- Hazrat Aisha R.A ki umer e mubarak nikah aur rukhsati key waqt .
2- Rishta tay kernay key asool .
3- dunya ki mukhtalif tehzeebain aur islami tehzeeb main ferk.
4- deen ki hifazat ka zimma Allah ney khud leya hay .

 

Watch on Youtube

29 TO 32 AL NISA

1- Khud kush hamlon ka islam main koi jawaz nahi hay .
2- kabeera gunah kia hain ?
3- dunya main aman aur izzat key saath zindagi guzarnay key asool .
4- dunya main behtreen zindagi guzarnay key leya koshish aur dua islam main mana nahi hay .

 

Watch on Youtube

33 TO 36 AL NISA

1- Allah her cheez per zaati taur per agah hay .
2- Merdon ko aurton per haakim banaya hay tu merd sey qiyamat key din jawabdahi bhe ziada ho gi .
3- misaali biwi ki nishaani .
4- Aurton ki serkashi o bad dimaghi ki islah aur derjaat .
5- chhupa howa Shirk .

 

Watch on Youtube

37 TO 40 AL NISA

1- Deen e islam Allah aur Rasool s.a.w.w. ki amanat hay .
2- dil main yakeen ki kami ho tu kafiron walay amaal shoro ker daita hay .
3- Momin kisi per zulam nahi ker sakta .

 

Watch on Youtube

41 TO 45 AL NISA

1- Zameen o zaman ki fiza kabhi Noor e Nabuwwat sey khali nahi rehti .
2- Qiyamat key din 2 terha key log museebat main hon gay .
3- Nimaz Allah ka inaam hay aur her aik key leya hay .
4- Sukra ka kia matlab hay ?
5- Nimaz key doran khiyalaat ain tu kia kerna chahyay .
6- Tayammam ka tareeka aur masayal .
7- Deen zerya muaash nahi hay .

 

Watch on Youtube

46 TO 52 AL-NISA

1- Nabi kareem s.a.w.w ki shaan bahut buland hay .
2- Allah ka bahut bara inaam , gunah per ehsas e nidaamat .
3- shirk per mernay wala ager taubah nahi kerta tu uss ki bakhshish ka koi rasta nahi .
4- Pakeezgi ka kia matlb hay ?
5- Dunya o Akhirat ki ruswayee key leya yehi aik juram kaafi hay …..
6- tijaarat o karobaar ka asool .
7- peraishani main insan ko Allah sey rabta kerna chahyay .

 

Watch on Youtube

53 TO 59 AL-NISA

1- Allah key nazdeek dunya ki haisiyat macher key perr key baraber bhe nahi hay .
2- Jannat main janay ka sabab .
3- Jannat ki Naimtain .
4- sub sey behtreen tareeka wohi hay jo Allah kareem ney bataya .
5- iman ka taqaza kia hay ?
6- ol il amer ya hukmaran kon ?

 

Watch on Youtube

60 TO 65 AL NISA

1- Quran kareem ka mujza .
2- Aaj key hukmran aur aaj humaray mulk key halaat .
3- Airaaz kisay kehtay hain ?
4- Allah ki bakhshish panay ka wahid rasta .

 

Watch on Youtube

66 TO 70 AL-NISA

1- Hazoor s.a.w.w ki itaat sirf khair hay .
2- Muhabbat ka taqaza .
3- itaat e Rasool s.a.w.w per inam Allah kareem apni shan key mutabiq daitay hain .
4- Sahaba karam ki itaat e Rasool s.a.w.w ki misaal nahi milti .
5- ehl e muhabbat ki khobsoorat Rafaqat .

 

Watch on Youtube

71 TO 73 AL NISA

1- Jannat main pahunchnay ka rasta .
2- Allah ki rah main nikalnay key asool .
3- Quran key ilfaz ka wohi mafhoom darust hay jo Nabi Pak s.a.w.w ney irshaad fermaya .
4- muslmano main firqa bazi ki wajha ?
5- Nabi pak s.a.w.w ilfaz o maani key saath saath in key ander maujood kaifiyaat bhe pahunchatay hain .

 

Watch on Youtube

74 TO 77 AL NISA

1- Jihad ka ailan kerna islami hakoomat ka kaam hay .
2- islam ki bunyad Haqooq ullah aur haqooq ul ibad dono hain .
3- ajer e azeem kia hay ?
4- jihad kia hay ?
5- Munafqeen sirf dunyawi mafad key leya kalma perhtay hain .

 

Watch on Youtube

78 TO 80 AL NISA

1- Nifaaq ki alamat .
2- Quran e kareem qiyamat tak key leya Allah ki sub makhlooq key leya hay .
3- tamaam naimtain Allah ki ataa aur museebtain peraishaniyan insan key apnay ghalat amaal ki wajha sey .
4- dukh aur takleef her kisi key leya mukhtalif terha ki hoti hay .

 

Watch on Youtube

80 TO 81 AL NISA

1- itaat e Rasool s.a.w.w he itaat e ilahi hay .
2- insan ka itaat e ilahi key siwa koi rasta nahi .
3- Quran e hakeem qiyamat tak key leya hay .
4- na ferman logon ka anjaam pehlay bhe bura howa ab bhe jo na fermani keray ga anjaam bura ho ga .

 

Watch on Youtube

82 TO 90 AL NISA

1- Quran ko samajhnay ka faida , itaat e Rasool s.a.w.w. ki taufeeq mil jana .
2- Momin aur munafiq ka ferk ?
3- humaray aaj key pakistan key halaat .
4- Salam kehnay key adaab .
5- Kuffaar aur munafqeen key saath taulluqaat ki aik hadd hay .

 

Watch on Youtube

91 TO 96 AL-NISA

1- Na Haq kisi ko Qatal kerna .
2- Taubah aur gunahon ki talaafi .
3- imaan aik azeem naimat .
4- humaray aur Nabi pak s.a.w.w key dermiyaan 1400 saal key ferk ki wajha sey bahut c kharabiyan aaj key muslman main aa chuki hain .
5- imaan key 2 derjay hain .

 

Watch on Youtube

100 TO 102 AL NISA

1- Safer ki nimaz key ehkamaat .
2- Aaj ka ka daur aur humari sheram o Haya .
3- aaj ka muslman kyon zaleel o khuwar ho raha hay ?

 

Watch on Youtube

103 TO 106 AL NISA

1- ziker e Qalbi Quran ki nass sey kerna wajib hay .
2- banday ka apnay maalik sey rishta .
3- Shuker ada kernay ka sub sey behtreen zerya kia hay ?
4- Ghazwa tul Hind kee khushkhabri .
5- Hukmarano key leya sochnay ki baat hay keh …..

 

Watch on Youtube

107 TO 111 AL NISA

1- Aaj ka muslmaan sirf Naam ka muslmaan .
2- Maghrabi mumaalik ki tarakki ki wajha ?
3- kon kehta hay pakistan azaad hay ?
4- Allah ki nafermani ker kay phir chahtay hain keh logon ko bhe pata nah chalay .

 

Watch on Youtube

111 TO 113 AL-NISA

1- Quran ki khasoosiyat keh bimari ki nishandahi aur uss ka ilaaj bataata hay .
2- Aap s.a.w.w tamaam insaniyat key leya Muallim hain .
3- ghalti ya gunah ho jay tu kia kerna chahyay ?
4- iman ki mazbooti ka zerya ?
5- mazahib key dermiyan baat cheet ki kia haqeeqat hay ?
6- humari ibadaat ka koi nateeja nah nikalnay ki wajha ?

 

Watch on Youtube

114 TO 115 AL-NISA

1- islam her pehlu sey rehnumayee kerta hay .
2- zaban key ilfaz hathyaaron sey ziada aser rakhtay hain .
3- zaban sey nikla howa her lafz farishtay likh rahay hain .
4- Naiki wohi hay jis ko naiki bataya geya hay .
5- tableegh kernay walon ko apnay aap per bhe ghaur kerna chahyay .

 

Watch on Youtube

116 TO 122 AL-NISA

1- deen ki bunyad tauheed per hay .
2- Aap s.a.w.w kee taleem fermanay ki quwwat .
3- Ulma e Haq ambeya key waris hain .
4- Ulma aur mashaikh key kaam kia hain ?

 

Watch on Youtube

 

123 TO 125 AL NISA

1- jo burayee keray ga uss ka anjaam bhugtay ga .
2- Amal e Salih kon sa amal hay ?
3- islam ki nazer main Momin kon hay ?
4- Mohsin kon ?
5- Millat e Ibrahimi kia hay ?

 

Watch on Youtube

127 TO 134 AL NISA

1- Mian biwi key haqooq o faraiz .
2- insan honay main merd o aurat barabar hain .
3- aurat ki zimadari Aulad kee terbiyat aur merd kee ikhrajaat pooray kerna hay .
4- mian biwi key ikhtalafaat door kernay ka tareeka .
5- Talaq kin halaat main dee jay ?

 

Watch on Youtube

135 TO 139 AL NISA

1- Yaad rakho dunya ki izzat , maal o daulat yeh haasil kerna hay tu yeh sub bhe Allah ney he dainay hain .
2- insaaf ki bunyaad sachi gawahi .
3- Quran per amal kernay sey imaan saabit hota hay sirf zabani baaton sey nahi .
4- aaj key munafqeen kon hain ?

 

Watch on Youtube

140 TO 143 AL NISA

1- Kufer per raazi rehna bhe kufer hay .
2- Quran key ehkamat ka nazool khas moqa per hota raha laikin us ka nifaaz aam hay .
3- aaj muslman maghloob kyon hain ?
4- Munafqeen key kaam kia hotay hain ?

 

Watch on Youtube

144 TO 147 AL NISA

1- kafiron ko dost nah bnao , iss ka sahi matlb kia hay ?
2- Aaj key pakistan key halaat .
3- pakistan key halaat ka Qurani hal kia hay ?
4- munafqat aur uss ka anjaam .
5- meesaq e madeena .
6- Taubah ka tareeka ?

 

Watch on Youtube