QURAN URDU TAFSEER PARAH 4

92 TO 97 AL E IMRAN

1-infaaq kia hay ?
2- infaaq ka tareeka ?
3- fuqha ka ummat per ehsan .
4- Hijer e Aswad , Maqam e ibrahim , hateem aur Bait ullah ki barkaat .
5- aaj masajid ka taqaddas Qaim nah rehney ki wajha ?

 

Watch on Youtube

96 TO 98 AL E IMRAN

1- Aaj key muslman ka terz e amal .
2- Hasool e sawab ki lazmi shert kon c hay ?
3- deen ko paisha bana leya jay tu banda deen sey mukhlis nahi rehta .
4- eesayat main shirk aa janay ki wajha ?
5- paisa kamanay key 4 maroof zeraiy .

 

Watch on Youtube

 

99 TO 100 AL E IMRAN

1- Apni haisiyat key mutabik rehna Allah ka shuker ada kerna hay .
2- yahood o nasara ka kehna manena kufer main jana hay .
3- kalam e ilahi ka sawab uss ki lazzat hay .
4- Aqeeda e Hayat e Nabi s.a.w.w .
5- aaj ka muslman in 2 naimton sey mehroom hay .

 

Watch on Youtube

 

100 TO 101 AL E IMRAN

1- Bargah e Nabvee s.a.w.w ki lazzat .
2- iman ka taqazah .
3- uloom e nabuwwat ka kamal .

 

Watch on Youtube

 

101 TO 102 AL E IMRAN

1- iman ka dawa amal o kirdar sey sabit hota hay .
2- Nabi A.S ka kamaal .
3- Taqwa kaisay haasil hota hay ?
4- Bargah e Nabvee s.a.w.w ka adab .

 

Watch on Youtube

102 AL E IMRAN

Haq kia hay

 

Watch on Youtube

103 AL E IMRAN

1- ikhtilaf e ray ki ijazat hay taferqa bazi ki nahi .
2- ittihad qaim rakhnay wali Quwwat .

 

Watch on Youtube

104 TO 107 AL E IMRAN

1- Allah ki terf bulanay key bunyadi asool .
2- deen main zaberdasti nahi , iss ka sahi mafhoom kia hay ?
3- firqa baazi ka sabab ?
4- zati mafaad key leya deen ka istimal , imaan sey mehroom ker daita hay .
5- nataij amal per paida hotay hain .

 

Watch on Youtube

108 TO 111 AL E IMRAN

1- pooray deen ka madar iss aik baat per ……
2- behtreen ummat kyon kaha geya ?
3- Yahood u nasara sey dili dosti hergiz jaiz nahi .

 

Watch on Youtube

111 TO 115 AL E IMRAN

1- Quran qiyamat tak key insano key leya hay .
2- Jihad kia hay ?
3- Ba Amal muslman bhe insan hi hota hay farishta nahi ho sakta .
4- jis ney Nabi pak s.a.w.w ki itaat chori uss ney Allah ki rehmat chhorr dee .

 

Watch on Youtube

116 TO 118 AL E IMRAN

1- Maal o Aulad Allah ki garift sey nahi bacha saktay .
2- rooh ki wajha sey insan ki zindagi kabhi khatam nahi ho gi .
3- maut akhirat ki zindagi ki ibtida hay .
4- kafir key achay kamon ka badla dunya main hi dey deya jata hay .
5- kaafir sey dil sey dosti nah kernay ki wajoohat ?
6- tazkia tasawwuf kis leya zaroori hain ?

 

Watch on Youtube

119 TO 120 AL E IMRAN

1- Allah key maujood honay ka ehsas paida kerna deen ka hissa hay .
2- humari aaj kal ki nimazon aur ibadaat ka haal .
3- Allah ko janenay ki lazzat .
4- jub tak dil ko ziker e qalbi sey saaf nah kia jay , Allah ko janena mumkin nahi .

 

Watch on Youtube

120 TO 122 AL E IMRAN

1- Hazrat Aisha siddiqa R.A aap s.a.w.w. key ehl e bait main shamil hain .
2- Hazrat Ali R.A ki fazeelat .
3- Aap s.a.w.w key waqt ka madeena ab masjid e nabvee key ander aa chuka hay .
4- Ghazwa e Uhad ka pas e manzer .
5- Ghazwa e Uhad main jangi hikmat e amali .
6- Tawakkal kia hay ?

 

Watch on Youtube

122 TO 123 AL E IMRAN

1- Munafiq ki chaal .
2- khaloos ka nateeja istiqamat .
3- Nabi kareem s.a.w.w sey qalbi taulluk key baghair deen sey taulluk naseeb nahi ho sakta .
4- Ghazwa e Uhad ki tafseel .
5- Ghazwa e Bader aik azeem fatah .

 

Watch on Youtube

130 TO 132 AL E IMRAN

1- islam ka muashi nizam .
2- Allah ki terf sey ailan jang sey kia muraad hay ?
3- Sood khatam kernay ki humari koshish .
4- islam main Tax ?

 

Watch on Youtube

132 TO 134 AL E IMRAN

1- Dehshat gardi ki wajoohaat aur ilaj ?
2- Ahl e maghrib ki sub tarakki Quran ki wajha sey hay .
3- Muttaqeen kon ?
4- Muhsineen kon ?

 

Watch on Youtube

135 TO 138 AL E IMRAN

1- koi insan farishta nahi ban sakta .
2- Gunah kia hay ?
3- gunah ka ilaaj ?
4- Rasta ko janena aur rasta ko katna 2 alag kaam hain .

 

Watch on Youtube

140 TO 143 AL E IMRAN

1- Dunya her aik key leya azmaish ki jagha hay .
2- taulluk main ikhlaas .
3- muhabbat kia hay ?
4- jihad aur jihad ki iksaam .
5- Sahaba karam ka shauk e shahadat .
6- syed ul Lashkreen ka laqab Nabi Pak s.a.w.w ney kis sahabi ko ata fermaya ?

 

Watch on Youtube

143 TO 144 AL E IMRAN

1- Sahaba karam ka shauk e shahadat .
2- Hazrat Abu Baker Siddique R.A ko syed ul Lashkreen ka laqab ata fermaya geya .
3- waqia e uhad .
4- Aap s.a.w.w. basher e kaamil hain .
5- Muhasba zaat .
6- Allah ka shuker adaa kernay ka tareeqa ?

 

Watch on Youtube

145 TO 148 AL E IMRAN

1- maut dernay wali cheez nahi .
2- Dunya bhe Allah ki makhlooq hay .
3- Rizk e halal aulad ki terbiyat ki bunyadi cheez .
4- Dunya sey muraad kia hay ?
5- her kharabi ki bunyadi wajha Rizq e haram hay .

 

Watch on Youtube

149 TO 151 AL E IMRAN

1- Momin ghalti per peraishan hota hay .
2- Qurani ayaat key ghalat matlab nikaalna .
3- sood sey bachnay ka waqia .
4- haram o halaal ka ferk .
5- kaafiron ka kehna nah mano .

 

Watch on Youtube

152 TO 154 AL E IMRAN

1- Fazail e sahaba karam .
2- Ghazwa e Uhad main muslmano ko shikast nahi hoyee thee .
3- Sahaba karam per Allah ki bakhshish ka izhaar .
4- iss aayat ka darust mafhoom .
5- maidan e uhad main 3 terha key log thay .

Watch on Youtube

155 TO 159 AL E IMRAN

1- insani faislon ka madar uss ka dil hay .
2- kirdar theek nah honay ki wajha .
3- Fazail e shahadat .
4- Muhabbat ?
5- jo aap s.a.w.w ka ittiba nahi kerta woh apnay dawa main sacha nahi .
6- sawab key naam per rasoomat banana .

 

Watch on Youtube

159 AL E IMRAN

Ramzan aur Juma tul wida ka haasil

 

Watch on Youtube

166 TO 167 AL E IMRAN

1- Zulm ka ilaaj , Adal .
2- Hazrat Adi bin hatem bin tai ka Nabi Pak s.a.w.w sey sawal .
3- Taubah ker kay itaat kerna hi sub museebton peraishaniyon ka ilaaj hay .

 

Watch on Youtube

168 TO 171 AL E IMRAN

1- munafqeen ka amal dunya main hi un kay nifaq ko zahir kerta hay .
2- Khush Naseebi kaisay haasil ki ja sakti hay ?
3- iman kia hay ?
4- Shaheed murda nahi .
5- Shaheed kon hota hay ?
6- Hayat un Nabi s.a.w.w .

 

Watch on Youtube

172 TO 175 AL E IMRAN

1- imaan ka kamal kia hay ?
2- barkat kisay kehtay hain ?
3- Sahaba aur humari khauhishon aur soch main ferk .
4- Naat perhnay key adaab aur aaj kal naatain .

 

Watch on Youtube

174 TO 179 AL E IMRAN

1- woh kon c naimtain thien jo Sahaba karam Ghazwa e Uhad sey lay ker ayay ?
2- Shaitan ki suhbat main sakoon nahi .
3- Allah ka karam aur fazal kisay kehtay hain ?
4- deen baki nahi rahay ga tu dunya bhe baaki nahi rahay gee .
5- burayee phailanay walay ko dunya main kyon kuch nahi hota ?
6- azab ki muktalif soortain kon kon c hain ?

 

Watch on Youtube

180 TO 182 AL E IMRAN

1- Taleemat e Nabuwwat sey door honay ka sabab Bukhal hay .
2- Bukhal kisay kehtay hain ?
3- Bukhal per azab milay ga .
4- Dunya ki cheezon ki arzi milkiyat hona hi bari azmaish hay .
5- Allah apni makhlooq per hadd derja meherbaan hay .

 

Watch on Youtube

183 TO 186 AL E IMRAN

1- Maal e ghaneemat ko halaal qrar deya geya .
2- Roshan hidayaat key bawajood iman nah laanay ki wajha ?
3- Hazoor Nabi Pak s.a.w.w ki munfarid khasoosiyaat .
4- Dunya ki zindagi her aik key leya azmaish hay .
5- Maal ki azmaish .

 

Watch on Youtube

187 TO 189 AL E IMRAN

1- Gumrahi key asbaab .
2- iss ummat ka aizaz .
3- Najaiz zeraiy sey maal aur taqat ki khuahish ka anjaam .
4- Allah kareem hay muger uss key azab bhe bahut sakhat hain .

 

Watch on Youtube

189 TO 192 AL E IMRAN

1- Sahib e Daanish ya aqalmand kon ?
2- Aqalmand honay ka miyaar kia hay ?
3- Allah ka ziker kia hay ?
4- Allah key ziker ka nateeja , Tafakker (soch o bichar ).

 

Watch on Youtube

193 TO 195 AL E IMRAN

1- Ziker e Qalbi sey jo tafakker paida hota hay uss sey insan haqeeqat pasand ho jata hay .
2- Ziker e Qalbi dunya aur aakhirat ka shaoor ata kerta hay .
3- Hum ibadaat key bawajood naik kyon nah ho sakay ?
4- jin ki taubah qabool ho jay un ko maut ka derr nahi rehta .

 

Watch on Youtube

1 AL NISA

NIKAH KIA HAY ?

 

Watch on Youtube

 

2 TO 4 AL-NISA

1- yateemo key maal ki hifazat .
2- Aik sey ziada shaadiyan kerna .
3- jang main qaid honay wali khawateen key ehkamaat .
4- Nikah ka Haq Meher .

 

Watch on Youtube

5 TO 14 AL NISA

1- yateemon key baray main ehkamaat .
2- wirasat key ehkamat .
3- wirasat ki haqdaar baitiyan bhe hain .
4- ehkamat shariat ki khilaf warzi sey aakhirat key saath dunya ka bhe nuqsan hota hay .
5- aulad main sirf lerkiyan hon , biwi , khawand , bey Aulad merd ki wirasat ki taqseem key ehkamaat .

 

Watch on Youtube

15 TO 21 AL NISA

1- bey hayayee ki saza .
2- mansookh ayaat .
3- Taubah Rehmat e ilaahi hay .
4- her gunah jahalat ka phal hay .
5- maut key waqt barzakh nazer anay key baad kafir ki taubah nahi qabool ki jati , jub keh momin ki taubah uss waqt bhe qabool ki jati hay .
6- Auraton key haqooq .

 

Watch on Youtube

22 TO 23 AL NISA

1- insani muashray ki tarakki ki bunyad Quran e kareem key asool hain .
2- Hurmet ki 3 iqsaam hain .
3- nataij kirdar per murattab hon gay , zabani daway per nahi .
4- islam key khilaf chal ker kabhi aman qaim nahi ho sakta .

 

Watch on Youtube