QURAN URDU TAFSEER PARAH 30

1 TO 40 SURAH NABA-E

1- Qiyamat ki yakeeni khaber .
2- dozakh intizaar main hay keh uss main janay walay log kab ain gay .
3- HAQBA ka matlb kia hay ?
4- ahl e taqwa kamyab ho gay .
5- Allah ki shaan .
6- Aaj muhlat hay , Taubah ker lo .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/699-1-TO-40-SURAH-NABA-E-PARAH-30-DATE-19-12-16.mp3″]

1 TO 26 SURAH NAAZIAAT

1- Rooh kia hay ?
2- Ehkam e ilahi ko poora kernay key leya muqarrar farishtay .
3- Qiyam e Qiyamat .
4- Allah key karam ki koi hadd nahi .
5- Firon ka anjaam .
6- kia hum ney kabhi socha keh ….

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/700-1-TO-26-SURAH-NAAZIAAT-PARAH-30-DATE-20-12-16.mp3″]

27 TO 46 SURAH NAAZIAAT

1- Allah key leya humain dobara paida kerna mushkil nahi .
2- nafermani kernay walon ka thikana dozakh hay .
3- haqeeqi deen , Amali zindagi ka naam hay .
4- pakistan aur Quran ka paigham .
5- Jannat main lay jaanay walay ausaaf .
6- Nabi kareem s.a.w.w ka azeem Mansab .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/701-27-TO-46-SURAH-NAAZIAAT-PARAH-30-DATE-21-12-16.mp3″]

1 TO 42 SURAH ABASA

1- Tazkia key 2 derjay .
2- Quran ko chhoonay key leya Taharat shert hay wazoo nahi .
3- insan kis baat per akerta hay .
4- murday ko qaber main dafen kerna wajib hay .
5- Allah ki ataa .
6- Qiyamat ko itna shorr machay ga keh sub kuch tabah ho jay ga .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/702-1-TO-42-SURAH-ABASA-PARAH-30-DATE-22-12-16.mp3″]

SURAH TAKVEER & SURAH INFITAAR VIDEO

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

SURAH TAKVEER AUDIO

1- iss kaynat ka aik anjaam hay .
2- jisam aur Rooh .
3- her amal ka hisab ho ga .
4- dunya aik bazar hay .
5- Qiyamat per gawah .
6- Quran behtreen naseehat hay .
7- jo Allah ki raza key talib hon unhain rasta dikha deya jata hay .

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/703-SURAH-TAKVEER-PARAH-30-DATE-23-12-16.mp3″]

1 TO 19 SURAH INFITAAR AUDIO

1- Qiyamat ka zalzala .
2- itnay kareem rabb key samnay insan kyon akerta hay ?
3- hisaab ka din .

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/703-1-TO-19-SURAH-INFITAAR-PARAH-30-DATE-23-12-16.mp3″]

1 TO 14 SURAH MUTAFFIFEEN

1- islam amali zindagi ka naam hay .
2- dandi marnay walay tabah ho gay .
3- bad diyaanti Qiyamat ka inkaar hay .
4- dil per insani kirdar key achay aur buray asraat .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/704-1-TO-14-SURAH-MUTAFFIFEEN-PARAH-30-DATE-24-12-16.mp3″]

15 TO 36 SURAH MUTAFFIFEEN

1- dil per zang lagnay ka kia nateeja hota hay ?
2- illiyyeen kia hay ?
3- laalach hi kerna hay tu aakhirat ki naimton ka kero .
4- Auliya Allah ka mizak uraana aik bahut bara juram hay .
5- sawab ka matlb kia hay ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/705-15-TO-36-SURAH-MUTAFFIFEEN-PARAH-30-DATE-26-12-16.mp3″]

1 TO 25 SURAH INSHIQAAQ

1- Ehkaam e ilaahi ki 2 iqsaam hain .
2- Daain haath main nama amaal panay walon ka haal .
3- Baain hath main nama amaal panay walon ka haal .
4- kia yeh maut ka paigham nahi ?
5- Sajda e tilawat ka tareeka .
6- imaan ki tashreeh .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/706-1-TO-25-SURAH-INSHIQAAQ-PARAH-30-DATE-27-12-16.mp3″]

1 TO 11 SURAH BURUJ

1- Burj kia hain ?
2- khandaq walon ka qissa .
3- Allah key karam ki koi hadd nahi .
4- Allah ki pakerr bhe bahut sakhat hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/707-1-TO-11-SURAH-BURUJ-PARAH-30-DATE-28-12-16.mp3″]

12 TO 22 SURAH BURUJ

1- Allah ki siffaat insani zehn main nahi aa sakti .
2- Quran ki shaan .
3- humaray leya sochnay ka maqam hay keh ….

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/708-12-TO-22-SURAH-BURUJ-PARAH-30-DATE-29-12-16.mp3″]

1 TO 17 SURAH TARIQ

1- Her jandaar per muhafiz farishtay muqarrer hain .
2- insan teri haisiyat kia hay ?
3- asman o zameen ka nizaam .
4- Allah ki apni tadbeer hay .
5- Quran faisla kernay wali kitaab hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/709-1-TO-17-SURAH-TARIQ-PARAH-30-DATE-30-12-16.mp3″]

1 TO 3 SURAH AALA

1- Apnay rabb key azeem naam ki tasbeeh kero .
2- Allah kareem key ehsanaat .
3- her insan main hidayat haasil kernay ki fitri istidaad maujood hay .
4- insani Rooh aur Maarfat e ilaahi .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/710-1-TO-3-SURAH-AALA-PARAH-30-DATE-31-12-16.mp3″]

4 TO 8 SURAH AALA

1- Allah ki Qudrat per ghaur kerna chahyay .
2- Allah kareem ki terf sey wahi ka nazool Nabi Pak s.a.w.w. key qalb e ather per fermaya geya .
3- Nasakh ki mukhtalif soortain .
4- Allah kareem zahir aur posheeda sub sey wakif hain .
5- zindagi guzarnay ka sub sey asaan tareeka islami tareeka hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/711-4-TO-8-SURAH-AALA-PARAH-30-DATE-02-01-17.mp3″]

9 TO 13 SURAH AALA

1- Allah ki azmat dil main ho tu naseehat bhe aser kerti hay .
2- badbakhat ko naseehat ki batain pasand nahi ati .
3- jahannam ki aag ki tapish dil tak pahunchay gi .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/712-9-TO-13-SURAH-AALA-PARAH-30-DATE-03-01-17.mp3″]

14 TO 19 SURAH AALA

1- Falah key leya tazkia zaroori hay aur tazkia key leya isam e zaat ka ziker zaroori .
2- ziker isam e zaat .
3- dunya ko aakhirat per terjeeh nah dee jay .
4- zakreen key leya sochnay wali baat ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/713-14-TO-19-SURAH-AALA-PARAH-30-DATE-04-01-17.mp3″]

1 TO 7 SURAH GHAASHIYAH

1- Ghair shari kamon per mehnat kernay walon ka anjaam .
2- her daur main mazhab key naam per logon ney bahut mehnatain kein .
3- chilla kashi aur amliyaat kernay walon ka anjaam .
4- jannat aur jahannam ka sub haal Quran main Allah ney beyan ferma deya .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/714-1-TO-7-SURAH-GHAASHIYAH-PARAH-30-DATE-05-01-17.mp3″]

8 TO 26 SURAH GHAASHIYAH

1- ittiba e shariat aik mujahida hay .
2- jannat ki naimtain .
3- Allah ney makhlooq main beyshumar kamalaat rakh deyay hain .
4- tableegh main aser key leya tableegh kernay walay main khasoosiyaat .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/715-8-TO-26-SURAH-GHAASHIYAH-PARAH-30-DATE-06-01-17.mp3″]

1 TO 12 SURAH FAJAR

1- Qiyamat key manzer per gawah .
2- Aqal walon key leya daleel .
2- Qaum e aad o samood , iram ki aulad sey thay aur un ka ibrat naak anjaam howa .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/716-1-TO-12-SURAH-FAJAR-PARAH-30-DATE-07-01-17.mp3″]

12 TO 16 SURAH FAJAR

1- shehron main baghawat sey kia muraad hay ?
2- baghawat kee dunya main saza .
3- Allah ka azab talwaron sey nahi taubah sey rukta hay .
4- taak main rehta ka matlab ?
5- Allah sey door log kon hain ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/717-12-TO-16-SURAH-FAJAR-PARAH-30-DATE-09-01-17.mp3″]

17 TO 30 SURAH FAJAR

1- Yateem kee madad kerna .
2- miskeen ko khana khilana .
3- Allah walon ki izzat o ikraam kerna .
4- Allah walon kee suhbat ka kamaal .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/717-17-TO-30-SURAH-FAJAR-PARAH-30-DATE-10-01-17.mp3″]

1 TO 7 SURAH BALAD

1- Zindagi aik mehnat ka naam hay .
2- insan baurayee per kyon lag jata hay ?
3- insani nafsiyaat .
4- insan ajeeb makhlook hay jo Allah key ehsanaat nahi maanta .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/718-1-TO-7-SURAH-BALAD-PARAH-30-DATE-11-01-17.mp3″]

8 TO 13 SURAH BALAD

1- insan ko Ankhain , zaban aur taizi sey kaam kernay wala dimagh ataa fermaya geya hay .
2- her dil main bhalayee aur burayee kee tameez rakh dee gayee hay .
3- Shariat ka rasta khuahishaat key pahaar uboor ker kay teh hota hay .
4- yahan per ghaati sey kia muraad hay ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/719-8-TO-13-SURAH-BALAD-PARAH-30-DATE-12-01-17.mp3″]

13 TO 20 SURAH BALAD

1- ghaati sey guzerna kia hay ?
2- mushkil waqt main logon kee madad kerna .
3- imaan ka taqaza .
4- Saber aur shafqat ka maamla .
5- islami tareeka sey zindagi guzaarnay sey inkaar kufer hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/720-13-TO-20-SURAH-BALAD-PARAH-30-DATE-13-01-17.mp3″]

1 TO 7 SURAH SHAMS

1- her kaam ka fitri nateeja nikalta hay .
2- Din raat asmaan sub gawah hain Allah kee qudrat kay .
3- insan ko firti taur per naiki aur gunah kee istidaad dee gayee hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/721-1-TO-7-SURAH-SHAMS-PARAH-30-DATE-14-01-17.mp3″]

7 TO 10 SURAH SHAMS

1- insan Allah kee sub sey aala takhleeq .
2- dunya iss waqt Global village ban chuki hay .
3- kamyaab insan kon hay ?
4- jis qaum ka hulya apnaya jay tu adatain bhe uss qaum jaisi ho jati hain .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/722-7-TO-10-SURAH-SHAMS-PARAH-30-DATE-16-01-17.mp3″]

11 TO 15 SURAH SHAMS

1- Ambeya A.S kee taleemat ka inkar Allah ka inkaar hay .
2- Log Ambeya A.S kee taleemat ka inkaar kyon kertay hain ?
3- islam key mujzati nizam sey humara salook kaisa hay ?
4- aaj humaray mulk main sailaab , zalzalon aur doosray azabon key aanay kee wajha ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/723-11-TO-15-SURAH-SHAMS-PARAH-30-DATE-17-01-17.mp3″]

1 TO 4 SURAH LAIL

1- Din aur raat gawah hain keh her haal ka aik fitri nateeja hota hay .
2- Merd aur aurat kee takhleeq .
3- merd aur aurat kee zimadariyaan .
4- ghair islami muashron main aurat key saath kia ho raha hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/724-1-TO-4-SURAH-LAIL-PARAH-30-DATE-18-01-17.mp3″]

5 TO 6 SURAH LAIL

1- insani zindagi ka kamaal dosron key leya zinda rehnay main hay .
2- doosron key leya jeenay key leya aik himmat chahyay jo Allah sey aik khas taaulluk sey paida hoti hay .
3- jis ka Allah sey rishta ban jata hay woh doosron ko dainay kee koshish main lag jata hay lainay kee nahi .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/725-5-TO-6-SURAH-LAIL-PARAH-30-DATE-19-01-17.mp3″]

7 TO 16 SURAH LAIL

1- museebton peraishaniyon ko dawat dainay wala kaam kon sa hay ?
2- qiyamat walay din dunya ka maal o daulat kaam nahi aaya ga .
3- Dunya o Akhirat Allah key qabza e Qudrat main hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/726-7-TO-16-SURAH-LAIL-PARAH-30-DATE-20-01-17.mp3″]

17 TO 21 SURAH LAIL

1- sirf Allah ko razi kernay key leya maal kharach kernay walay log .
2- Muhabbatain 2 terha ke hoti hain .
3- Hazrat Abu Baker Siddique R.A kee shaan .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/727-17-TO-21-SURAH-LAIL-PARAH-30-DATE-23-01-17.mp3″]

1 TO 4 SURAH ZUHA

1- insani kaifiyaat kee 2 haaltain hoti hain .
2- Nabi Pak s.a.w.w kee tarakki musalsal aur la mutanahi hay .
3- iss ayat e mubarka main aaj key muslmano key leya khas paigham hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/728-1-TO-4-SURAH-ZUHA-PARAH-30-DATE-24-01-17.mp3″]

4 TO 7 SURAH ZUHA

1- Allah kee ataa .
2- Nabi Pak s.a.w.w per Allah key khas inamaat .
3- Noor e Nabuwwat key izhaar kee beqarari .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/729-4-TO-7-SURAH-ZUHA-PARAH-30-DATE-25-01-17.mp3″]

8 TO 11 SURAH ZUHA

1- Nabi pak s.a.w w per Allah key khas inamaat .
2- islami nizam kee bunyaad .
3- Allah kee naimton ka zaban aur haal sey beyan kerna .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/730-8-TO-11-SURAH-ZUHA-PARAH-30-DATE-26-01-17.mp3″]

1 TO 3 SURAH ALAMNASHRAH

1- aap s.a.w.w kee azmat aur shaan .
2- sherha sader ka taulluk Rooh sey hay .
3- islam ka noor phailana aik azeem kaam hay .
4- tehzeeb humaray aqeeday aur iman ko zahir kerti hay .
5- aaj hum sey humari asli tehzeeb kho chuki hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/731-1-TO-3-SURAH-ALAMNASHRAH-PARAH-30-DATE-27-01-17.mp3″]

4 SURAH ALAMNASHRAH

1- Bol bala hay tera … Ziker hay ooncha tera .
2- darood shareef ko Allah ney Aala tareen dua aur wazeefa bana deya .
3- tamaam mushkilat aur museebton sey nijaat ka sub sey bara wazeefa kon sa hay ?
4- Nabi Pak s.a.w.w kee zaat e ba barkaat iss qainat kee rooh hain .
5- iss daur main kuffaar key mukhtalif tareekay ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/732-4-SURAH-ALAMNASHRAH-PARAH-30-DATE-28-01-17.mp3″]

5 TO 8 SURAH ALAMNASHRAH

1- mehnat key saath kamyabi hay .
2- Wazaif kee apni jagha hay laikin kamyabi key leya mehnat bhe zaroori hay .
3- Sufi key leya zaroori hay keh …..
4- Hazrat Anwer Shah Kashmeeri R.A sey kashaf key zerya baat kernay ka waqia .
5- Quran o Hadeeth key uloom haasil kernay kee apni jagha laikin batni ilam nah hasil kernay walay aalim bhe mernay key baad pachhtaain gay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/733-5-TO-8-SURAH-ALAMNASHRAH-PARAH-30-DATE-30-01-17.mp3″]

1 TO 8 SURAH TEEN

1- Zaitoon jasmani beemariyon key leya behtreen naimat .
2- insan ko bahut achi soorat main paida kia geya hay .
3- behtreen soorat sey muraad yahan insan kee Rooh hay iss leya rooh ko behtreen halat main kernay kee fiker kerni chahyay.
4- zaleel honay sey bachnay ka rasta .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/734-1-TO-8-SURAH-TEEN-PARAH-30-DATE-31-01-17.mp3″]

1 SURAH ALAQ

1- Nazool e wahi kee ibtida .
2- Allah key naam kee azmat .
3- Khaaliq sirf Allah .
4- Jibrail ameen ka Nabi Pak s.a.w.w ko bhainchna sirf aik sabab tha .
5- Sufiya key nazdeek bhe yehi masnoon tareeka istimal kia jata hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/735-1-SURAH-ALAQ-PARAH-30-DATE-01-02-17.mp3″]

2 SURAH ALAQ

1- Allah bara kareem hay .
2- insan Allah kee kaynat main apna hukam chalana chahta hay .
3- Allah kee ata aur humari badnaseebi .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/736-2-SURAH-ALAQ-PARAH-30-DATE-2-02-17.mp3″]

3 TO 6 SURAH ALAQ

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/737-3-TO-6-SURAH-ALAQ-PARAH-30-DATE-3-02-17.mp3″]

6 TO 17 SURAH ALAQ

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/738-6-TO-17-SURAH-ALAQ-PARAH-30-DATE-04-02-17.mp3″]

13 TO 16 SURAH ALAQ

1- insan kee serkashi ka sabab .
2- Quran ka nazool khas hay aur hukam aam hay .
3- seedhay rasta per honay ka miyaar .
4- Taqwa ka nateeja , makhlooq kee behteri .
5- islami nizam sey roknay ka anjaam .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/739-13-TO-16-SURAH-ALAQ-PARAH-30-DATE-7-02-17.mp3″]

16 TO 19 SURAH ALAQ

1- Allah kee paker bhe bahut sakhat hay .
2- islam main koi ikhtilaaf nahi hay .
3- kafirana nizam Qabool nah kia jay .
4- Nabi Pak s.a.w.w kee itaat naseeb ho jay tu her kaam sajdah ban jata hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/740-16-TO-19-SURAH-ALAQ-PARAH-30-DATE-8-02-17.mp3″]

1 TO 5 SURAH QADAR

1- Nazool e Quran key leya ehtamam .
2- laila tul Qader aik azeem raat .
3- lail tul Qader main ibadat kee ehmiyat .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/741-1-TO-5-SURAH-QADAR-PARAH-30-DATE-09-02-17.mp3″]

1 TO 3 SURAH BAYYINAH

1- Ehad e fitrat kisay kehtay hain .
2- aaj key halaat .
3- Quran main sub muamlaat key baray main bataya geya hay .
4- Qiyamat key qareeb log apni beewi sey zina kerain gay … iss hadeeth shareef ka mafhoom kia hay ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/742-1-TO-3-SURAH-BAYYINAH-PARAH-30-DATE-10-2-17.mp3″]

4 TO 8 SURAH BAYYINAH

1- Quran kee hifazat ka zimma Allah ney khud leya hay .
2- firqa baazi kyon hay ?
3- apas main ittifaaq ka bunyadi nuqta kon sa hay ?
4- Muslmano ka hukmran kon hona chahyay ?
5- khasheeyat ka sahi matlb kia hay ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/743-4-TO-8-SURAH-BAYYINAH-PARAH-30-DATE-11-02-17.mp3″]

SURAH ZILZAAL

1- iss surat main qiyamat ka poora naqsha khaincha geya hay .
2- qiyamat walay din kirdar o amaal key mutabik group hon gay .
3- aaj key muslman key leya sochnay ka maqaam .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/744-1-TO-8-SURAH-ZILZAAL-PARAH-30-DATE-13-02-17.mp3″]

SURAH AADIYAAT

1- Jihaad main istimal honay walon ghoron kee siffaat beyan kee gayee hain .
2- jihaad kee zaroorat kyon hay ?
3- daulat kee muhabbat walon key saath bura ho ga .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/745-1-TO-11-SURAH-AADIYAAT-PARAH-30-DATE-14-02-17.mp3″]

SURAH QARIYAH

1- Nizam e falkiyaat aur qiyamat ka manzer .
2- amaal main wazen kis cheez sey paida ho ga ?
3- Qiyamat key din jis key amaal ka wazan kam ho ga uss ka thikana jahannam ho ga .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/746-1-TO-11-SURAH-QARIYAH-PARAH-30-DATE-15-02-17.mp3″]

1 TO 5 SURAH TAKASUR

1- insan ghaafil kyon ho jata hay ?
2- maal o daulat ka lalach insan sey dunya o akhirat dono chheen laita hay .
3- qiyamat per yakeen key leya ilam e yakeen haasil kerna zaroori hay .
4- Allah kareem ka khas karam hay keh …….

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/747-1-TO-5-SURAH-TAKASUR-PARAH-30-DATE-16-02-17.mp3″]

5 TO 8 SURAH TAKASUR

1- Allah kee azmat kee sub sey bari daleel kon c hay ?
2- maanena , Amal kernay ka taqaza kerta hay .
3- Allah kee naimton ka shuker , uss key ehkamat per amal kerna hay .
4- islah ka asaan sa tareeka hay keh …..

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/748-5-TO-8-SURAH-TAKASUR-PARAH-30-DATE-17-02-17.mp3″]

SURAH ASAR

1- zamana gawah hay keh insan khasaray main hay .
2- khasaray sey mehfooz kon log hain ?
3- Saber ka mafhoom kia hay ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/749-SURAH-ASAR-PARAH-30-DATE-18-02-17.mp3″]

SURAH HUMAZAH

1- deen per tankeed kernay walon ka anjaam .
2- itna maal honay key bawajood bhe log mazeed rishwat aur najaiz maal ikhata kyon kertay rehtay hain ?
3- mernay key baad gunahgaaron aur kafiron ka anjaam .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/750-SURAH-HUMAZAH-PARAH-30-DATE-21-02-17.mp3″]

SURAH FEEL

1- waqia ka tareekhi pas e manzer .
2- Hazrat Abdul Muttalib ka Aqeeda ?
3- Super Power sirf Allah .
4- Allah kareem her cheez kernay per Qaadir hain .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/751-SURAH-FEEL-PARAH-30-DATE-22-02-17.mp3″]

SURAH QURAISH

1- Allah ney insan ko her terha key mausam ka aadi bana deya hay .
2- Khush haali aur aman Allah kee naimtain hain .
3- in naimton ka shuker ada kernay ka tareeka , Allah kee itaat hay .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/752-SURAH-QURAISH-PARAH-30-DATE-23-2-17.mp3″]

SURAH MAUN

1- Qiyamat key din ka inkaar kernay walay log .
2- inkar 2 terha ka hay .
3- Nimaz , Roza ibadaat ka ajer o sawab kia hay ?
4- aaj hum nimaz , roza , hajj kernay key bawajood kirdar kyon nahi badaltay ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/753-SURAH-MAUN-PARAH-30-DATE-24-02-17.mp3″]

SURAH KAUSER

1- Khair e kaseer sey kia murad hay ?
2- kuffer sub sey bari mehroomi hay .
3- sara sakoon aram Nabi Pak s.a.w.w sey wabasta honay main hay .
4- jo bhe Nabi Pak s.a.w.w sey dushmani keray ga tabah ho jay ga .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/754-SURAH-KAUSER-PARAH-30-DATE-25-02-17.mp3″]

SURAH KAFIRON

1- Mushrikeen e Makkah kee sazashain .
2- Sach humaisha aik baat hoto hay aur islam hee wahid haqeeqat hay .
3- baatil ko batil nah kehna , usay qabool kerna hee hay .
4- mera aur tumhara tareeka aik nahi ho sakta .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/755-SURAH-KAFIRON-PARAH-30-DATE-28-02-17.mp3″]

SURAH NASR

1- Allah kee madad tu her waqt Nabi Pak s.a.w.w. key saath hay phir yahan aisa kyon fermaya geya ?
2- Naiki kernay key baad 2 kaam zaroor kernay chahyain ?
3- Sahaba karam kee azmat .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/756-SURAH-NASR-PARAH-30-DATE-01-03-17.mp3″]

SURAH LAHB

1- Bargah e Risalat s.a.w.w main bahut muhtat rehna chahyay .
2- abu lahb aur uss kee biwi ka anjaam .
3- her banda ka muaamla Allah key saath hay .
4- Kashaf walay logon key leya hidayat .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/757-SURAH-LAHB-PARAH-30-DATE-2-03-17.mp3″]

SURAH IKHLAAS

1- Tauheed e bari kee azmat .
2- Allah key Rasool s.a.w.w wohi irshad fermatay hain jo Allah ka hukam hota hay .
3- Surah ikhllas kee fazeelat .
4- humaray leya sochnay ka maqam

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/758-SURAH-IKHLAAS-PARAH-30-DATE-03-03-17.mp3″]

SURAH FALAQ

1- Nazer e badd aur jadoo .
2- Azmat e Nabuwwat .
3- jadoo , dukh , peraishani ka ilaj .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/759-SURAH-FALAQ-PARAH-30-DATE-4-03-17.mp3″]

SURAH NAAS & DUA

1- Jadoo key zerya kisi ko nuqsan daina .
2- 2 kisam key Qatel ka hisab qiyamat key din hee ho ga …. Hikmat nah jaanenay walay sey koi mareez merr jay ya jadoo key zerya kisi ko maar deya jay .
3- Nazer e Badd ka ilaaj .
4- mauzzatain key zerya ilaaj ka tareeka .

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/760-SURAH-NAAS-PARAH-30-DATE-5-03-17.mp3″]