QURAN URDU TAFSEER PARAH 25
47 TO 54 SURAH HAMEEM SAJDAH & 1 TO 4 SURAH SHOORA
1- Hamla aurat ko bacha ho ga ya bachi iss ka sahi ilam sirf Allah key pass hay.
2- Qiyamat ka haal.
3- Kalma e tauheed her burayee key samnay deewar ban jata hay.
4- Sub koshishon ka phall .
5- un ka asal merz ?
6- Hazoor S.a.w.w per khasoosi fazal .
7- Wahi ka haasil .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/593-47-TO-54-SURAH-HAMEEM-SAJDAH-1-TO-4-SURAH-SHOORA-PARAH-25-DATE-29-7-16.mp3″]
4 TO 10 SURAH SHOORA
1- Asmani makhlooq aur uss key kaam.
2- Quran Allah sey baat kernay ki lazzat ata fermata hay.
3- Allah ki marfat ki roshan misaal.
4- Aik sawal , Doosray Ambeya aur Nabi Pak s.a.w.w ki shariat key ehkamaat main ferk kyon hay aur kia Allah iss baat per qadir nahi tha keh sub key ehkamat aik jaisay hotay ?
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/594-4-TO-10-SURAH-SHOORA-PARAH-25-DATE-3-8-16.mp3″]
10 TO 15 SURAH SHOORA
1- kon c dua qabool kerni hay kon c nahi yeh Allah sub sey behter janta hay.
2- Shirk ka sabab.
3- Aqamat e deen ka mafhoom ?
4- Deen main taferqa dalna haram hay.
5- Ehkamat ki tashreeh main ikhtalaf Rehmat hay.
6- Firqa baazi ki wajha ?
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/595-10-TO-15-SURAH-SHOORA-PARAH-25-DATE-4-8-16.mp3″]
16 TO 23 SURAH SHOORA
1- Sood khanay walay aik admi ka waqia .
2- Aik Maulana sahib sey faut ho janay key baad kashaf key zerya baat kernay ka waqia.
3- Momin ka dunya main Maqsad .
4- kaafir ki talab , sirf dunya .
5- Rishtadari key haqooq ki riaayat.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/596-16-TO-23-SURAH-SHOORA-PARAH-25-DATE-5-8-16.mp3″]
24 TO 29 SURAH SHOORA
1- Allah per iman key leya Risaalat per iman bhe zaroori hay .
2- Allah ko waisa manena jaisa Nabi Pak s.a.w.w ney fermaya , yeh zaroori hay.
3- jhoothay nabi honay key dawedaar ki sub batain bhe sirf jhooth hoti hain.
4- Allah janta hay keh kis banday ko kitna Rizk daina hay .
5- Qiyamat key din sub makhlooqat aik jagha ikathi ki jain gee.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/597-24-TO-29-SURAH-SHOORA-PARAH-25-DATE-6-8-16.mp3″]
30 TO 43 SURAH SHOORA
1- Museebat woh hay jo Allah key azab ka sabab ban jay.
2- Allah ki azmat ki nishani .
3- Aakhirat ki naimatain panay walay kon log hon gay ?
4- koi zulam keray tu kitna badla laina jaiz hay ?
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/598-30-TO-43-SURAH-SHOORA-PARAH-25-DATE-7-8-16.mp3″]
44 TO 48 SURAH SHOORA
1- Allah hi kisi ko gumrah ker day tu iss main us banday ka kia Qasoor ?
2- Qiyamat key din Allah key siwa koi kisi ki madad nahi ker sakay ga.
3- islam ki khoobi , misaalain .
4- Aik aitraz , ager Nabi Pak s.a.w.w ka kaam sirf paigham pahunchana tha tu phir itni jangain kyon ki gayee .
5- Allah sey taulluk ki kami aur aaj ki misalain.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/599-44-TO-48-SURAH-SHOORA-PARAH-25-DATE-9-8-16.mp3″]
49 TO 53 SURAH SHOORA
1- Allah ki azmat aur barayee.
2- Allah jis ko chahta hay baitay daita hay jis ko chahta hay baitiyan daita hay .
3- Makhlooq Allah key faislay maanenay key leya hay , menwanay key leya nahi .
4- Nabi aur wali key kashaf aur ilhaam main ferq .
5- kisi bhe Nabi ki baisat sey pehlay Wilayat e Nabi hoti hay .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/600-49-TO-53-SURAH-SHOORA-PARAH-25-DATE-10-8-16.mp3″]
1 TO 15 SURAH ZUKHRAF
1- Arbi zuban ki khasosiyat .
2- Sub sey baray rutba wali kitaab , Quran .
3- Aakhirat ko samajhnay key leya dil ki ankh chahyay .
4- Allah ki azmat ki nishaniyan .
5- Safer ki dua .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/601-1-TO-15-SURAH-ZUKHRAF-PARAH-25-DATE-11-8-16.mp3″]
16 TO 25 SURAH ZUKHRAF
1- Shirk per nah koi aqli daleel hay nah naqli .
2- Banao singhar kerna khawateen ka haq hay .
3- Dunya ka maal o daulat mil jana Allah key raazi honay ki daleel nahi hay .
4- Aik aitraz aur uss ka jawab .
5- Dunya ki asaaniyan bhe Nabi pak s.a.w.w ki itaat main hain .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/602-16-TO-25-SURAH-ZUKHRAF-PARAH-25-DATE-12-8-16.mp3″]
26 TO 35 SURAH ZUKHRAF
1- ittaba Haq ka ho ga .
2- Aulad ki terbiyat ferz hay .
3- Nabi Pak s.a.w.w ki diyanat o amanat ki gawahi tu kafir bhe daitay thay .
4- dunya ka muaashi nizam .
5- berra sagheer , islami muashi nizam ki behtreen misaal .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/603-26-TO-35-SURAH-ZUKHRAF-PARAH-25-DATE-13-8-16.mp3″]
36 TO 56 SURAH ZUKHRAF
1- Jo Quran sey mon phairta hay Allah us per aik shaitan musallat ker daita hay .
2- Nabi Pak s.a.w.w ki Qaum kon hay ?
3- kisi miseebat main phans ker taubah kerna aur museebat guzer janay key baad wohi gunah kerna lag jana , fironi tareeka hay.
4- Quam jhoothay leaderon key haathon beywakoof kyon banti hay ?
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/604-36-TO-56-SURAH-ZUKHRAF-PARAH-25-DATE-14-8-16.mp3″]
57 TO 89 SURAH ZUKHRAF
1- Aitraaz sirf jhagra kernay key leya .
2- Deen e islam sirat e mustaqeem hay .
3- Allah key banday kon ?
4- Azwajukum sey murad ?
5- Jannat main dakhla baray aizaaz key saath ho ga .
6- Dunya main sub sey bari saza .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/605-57-TO-89-SURAH-ZUKHRAF-PARAH-25-DATE-16-8-16.mp3″]
1 TO 29 SURAH DUKHAN
1- Yahan Mubarak raat sey murad Laila tul Qader hay shab e barat nahi .
2- Allah ney dunya ko alim e asbab banaya hay .
3- Dukhan yeni dhuan ki tafseelat .
4- Nabi A.S sey alag ho janay ka anjaam .
5- jis ney dunya main aakhirat ki tayyari ki usay kisi cheez ki hasret nahi rehti.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/606-1-TO-29-SURAH-DUKHAN-PARAH-25-DATE-17-8-16.mp3″]
30 TO 59 SURAH DUKHAN
1- Taba ki qaum .
2- jis ko jitni istidaad dee utna hisab uss sey leya jay ga.
3- Qiyamat key din naik logon ko koi peraishani nahi ho gi .
4- Momin auraton ka jannat main maqam hooron sey bahut ooncha ho ga .
5- Quran key sahi maani wohi hain jo Hazoor Nabi Pak s.a.w.w ney ferma deyay.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/607-30-TO-59-SURAH-DUKHAN-PARAH-25-DATE-18-8-16.mp3″]
1 TO 11 SURAH JASIA
1- Allah ney insan ko behtreen shakal o soorat main paida fermaya.
2- Allah kon hay , yeh sawal sirf insan soch sakta hay . Farishtay ya koi aur makhlooq nahi .
3- Insan key leya behtreen rehnumayee key leya Ambeya karam ko bhaija geya.
4- Aik dilchasp misaal .
5- Kaafir naiki bhe dunya key faida key leya kerta hay iss leya aakhirat main uss ka koi ajer nahi ho ga.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/608-1-TO-11-SURAH-JASIA-PARAH-25-DATE-19-8-16.mp3″]
12 TO 21 SURAH JASIA
1- Allah ka shuker kaisay ada kia jay ?
2- logon key dermiyan rehnay key Asool .
3- insani mizaj jub bigerta hay tu apnay aap ko bara samajhnay lagta hay .
4- Quran yakeen kernay walon key leya rehmat hay .
5- naiki aur burayee key apnay apnay anjaam .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/609-12-TO-21-SURAH-JASIA-PARAH-25-DATE-20-8-16.mp3″]
22 TO 26 SURAH JASIA
1- Her cheez adal per Qaim hay.
2- insani kirdar key saath adel ho ga.
3- zamana kia hay ? Zamanay ko bura nah kaho .
4- jaahil ko koi daleel samajh main nahi aati.
5- Aalim e deen jo khud amal nahi kertay un key leya sochnay ka maqam .
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/610-22-TO-26-SURAH-JASIA-PARAH-25-DATE-21-8-16.mp3″]
27 TO 37 SURAH JASIA
1- Qiyamat key din sub sir khukay kharay hon gay .
2- Sub sey bari kamyabi , Qiyamay key din Allah ki rehnat key saya main kharay hona .
3- Aak key daur ka fitna , meri zindagi meri merzi.
4- Allah key bhula dainay sey kia murad hay .
5- Barayee sirf Allah key leya hay.
Watch on Vimeo
Watch on Youtube
Play Audio
[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/611-27-TO-37-SURAH-JASIA-PARAH-25-DATE-22-8-16.mp3″]