QURAN URDU TAFSEER PARAH 2
142 AL-BAQARAH
1- Bait ul Maqdas kee tareekh aur ehmiyat
2- Khana Kaba poori dunya ka markaz, yeh aaj kee science bhe maanti hay
3- Islam main tasveer ka tasawwer, kon c tasveer haram hay .
4- Hidayat ka madar insan kee talab per hay
Watch on Youtube
Play Audio
143 AL-BAQARAH
1-Islam main intiha pasandi nahi hay
2- dunya ka aman aitadaal kee rah ikhtiyar kernay main hay
3- Bait al maqdas say Khana kaba Qibla kee tabdeeli aik imtihan bhe tha
4- Adaab e Risalat s.a.w.w
5- Poora harem qibla qarar deya geya hay
Watch on Youtube
Play Audio
144 TO 147 AL-BAQARAH
1- Ahl e kitab kee hatt dhermi, bait ullah ko qibla maanenay say inkaar
2- Allah kay faislay kay khilaaf ghair muslimon kee baat maan laina zulem hay
3- Dunya, aakhirat ka saaya hay
4- Bait ullah markaziyat kee azeem misaal
Watch on Youtube
Play Audio
148 TO 150 AL-BAQARAH
1- Asal Kamyabi Naikiyon main aagay berhna hay
2- Qibla Muslmano kay ittihaad kee alamat
3- Baesat e Rasool s.a.w.w sub say bari Naimat
4- Tajalliyaat e bari aur insani Kirdar o amaal kee Islah
Watch on Youtube
151 TO 152 AL-BAQARAH
1- Faraiz e Nabuwwat kon kon say hain
2- Allah kay ziker kay Fazail o derjaat
3- Ziker kernay walay ko Allah sub say bara inaam kon sa daita hay ?
Watch on Youtube
165 TO 169 AL-BAQARAH
1- Allah kee muhabbat sub muhabbaton per ghaalib honi chahyay
2- Shirk ka anjaam
3- Paisa kamanay kay leya kaafir mulkon main rehna kaisa hay ?
4- Halaal aur tayyab rizk kon kon say hain ?
5- Aaj kal humaray rizk say barket kyon uth gayee hay ?
6- Shaitan ka tareeka e wardaat
Watch on Youtube
168 TO 170 AL-BAQARAH
1- Halaal aur Tayyab rizk shaitan say bachata hay
2- Momin ho ya kaafir, shaitan sub ka dushman hay
3- apnay baap dada kee andhi taqleed aur rasoomat kee pairvee ka anjaam
4- Biddat aur Mubah main kia ferq hay ?
Watch on Youtube
171 TO 176 AL-BAQARAH
1- kisi ghair nabi ka ittibah kerna janwer kay ittiba kay baraber hay
2- Halaal ya Haram rizk kay asraat kia hotay hain ?
3- Khinzeer aur sharab haram hain
4- Allah say kalam say mehroomi sub say bara azaab hay
5- Halaal rizk hidayat kee bunyaad hoti hay
Watch on Youtube
177 TO 179 AL-BAQARAH
1- Naiki kay leya imaan shert hay
2- kia kaafir ko uss kay achay kaamon ka ajer aakhirat main milay ga ?
3- Qasaas kee ferziyat
4- Qasaas main hayat hay
5- Dehshat Gardi ka ilaaj fori insaaf hay
Watch on Youtube
180 TO 183 AL-BAQARAH
1- wirasat kay mutallik ibtada main ehkamaat
2- Roza kee ferziyat
3- Roza ka haasil ?
5- kia shaitan ko ramzan main qaid ker deya jaata hay ? tu phir bhe gunah kyon hotay hain ?
4- Shaitan kee musalsal pairvee say insan shaitan ban jaata hay
Watch on Youtube
183 TO 185 AL-BAQARAH
1- Nazool e Quran aur Haq kee pehchaan
2- Quran kee alamgiriat
3- Ijtihaad aur aaj kay jadeed daur kay masayal
4- kia Jahaz main nimaz ho jaati hay ?
5- Jinnaat main nabuwwat nahi hay
Watch on Youtube
186 AL-BAQARAH
1- Allah aur banday kay dermiyan koi perda hayal nah ho
2- Momin kee dua kabhi radd nahi kee jaati
3- Allah ka banday say kalaam
Watch on Youtube
189 TO 190 AL-BAQARAH
1- Qamri yeni chand kay lihaaz say maheenay aur saal banaanay main kia hikmat hay ?
2- Khud say banayee hoyee rasoomat ko naiki nahi kaha ja sakta
3- ibadaat kee rooh jamal e bari ka idraak hay
4- Jihad fesabi lillah
Watch on Youtube
191 TO 193 AL-BAQARAH
1- Jang aur Jihaad main kia ferq hay ?
2- Jihaad kee hadood kon c hain ?
3- Jihaad kab tak jaari rahay ga ?
4- Jihaad ka hukam kon day ga ?
Watch on Youtube
194 TO 196 AL-BAQARAH
1- Allah kay humaray saath honay ka ehsaas kaisay hasil hota hay ?
2- Jihaad say ruk jaana khud kushi hay
3- Ihsaan kia hay ?
4- Hajj qiyamat kay manzer kee terha hay
Watch on Youtube
196 AL-BAQARAH
1- Hajj kay ehkamaat
2- Hajj aur Eid e Qurban
3-Allah kay saath apnay muamlaat darust rakho
4- Qurbani hum kyon kertay hain
Watch on Youtube
196 TO 203 AL-BAQARAH
1- Hajj ka haasil kiya hay ?
2- Hajj kin logon per ferz hay ?
3- Lisaani , amali aur Qalbi ziker
4- Allah ka ziker kisay kehtay hain
5- Allah say dunya aur aakhirat dono maangni chahyay
Watch on Youtube
203 TO 207 AL-BAQARAH
1- Hajj aakhri derja e ilaaj hay
2- Maut kee haqeeqat keya hay ?
3- Qaul o fail main tazaad
4- 2 terha kay log
Watch on Youtube
207 TO 210 AL-BAQARAH
1- koi nafermani chhoti nahi hoti
2- Quran kee roshni main doosron ko nahi khud ko daikho
3- Her gunah kuch na kuch bigaar paida kerta hay
4- apni islah kernay kay leya intizaar kis baat ka ?
5- Aaj bhe Hazoor Nabi Pak s.a.w.w kay hazoor hazri mumkin hay
Watch on Youtube
211 TO 213 AL-BAQARAH
1- Siraat e Mustaqeem
2- Deen Allah kee bahut bari naimat hay
3- Azab ka sub say aakhri derja , gunah ka ehsas khatam ho jana
4- Aakhirat kee kamyabi hee asal kamyabi hay
5- dunya main maal o daulat mil jana kamyabi kee daleel nahi hay
Watch on Youtube
214 AL-BAQARAH
1- Aakhirat main nijaat kay leya azmaish say guzerna zaroori hay
2- Jannat , Allah kee raza kee sanad hay
3- dunya kee mushkilaat main Allah kay ehkamat per jamay rehna zaroori hay
4- Allah kee maarfat yeni pehchan kee salahiyat sirf Insan main rakhi gayee hay
Watch on Youtube
215 TO 218 AL-BAQARAH
1- Islam ka muashi nizam
2- Tax kis soorat main Jaiz hay ?
3- Allah kee rah main jaan o maal kharach kerna
4- Allah kee rah main maal kis kis jagha kharach kerna chahyay ?
5- Jihaad kia hay ?
Watch on Youtube
219 TO 220 AL-BAQARAH
1-Tabeer e Quran sirf Nabi Pak s.a.w.w ka mansab hay
2- Juaa , tijarat aur sood main kia ferq hay ?
3- Shriat kay ehkamaat insani mizaj kay mutabik hain
4- Yateemon ka khiyaal rakhna
Watch on Youtube
221 AL-BAQARAH
1- Kia ehl e kitaab auraton say nikah jaiz hay ?
2- Nikah kee Bunyadi shert Imaan hona hay
3- Kaneez , ghulama ya laundi ka aaj kay zamana main ehkamaat kia hain ?
4- Saliheen aur badkaaro kee suhbat kay asraat kia hotay hain ?
5- Shaan e Risalat s.a.w.w. main gustakhi ka jawab kaisay deya jay ?
Watch on Youtube
222 TO 224 AL-BAQARAH
1- Ayyam e mahwari main mian biwi ka ikhtilat
2- Mutatahhireen kon hain ?
3- Fix muddat kay leya Nikah e Mutta jaiz nahi hay
4- Allah kay siwa kisi kee qasam khana jaiz nahi hay
5- Qasam kay baray main poocha jay ga
Watch on Youtube
225 TO 233 AL BAQARAH
1- Talaaq kay baray main zaroori baat
2- Talaq say mutallik eham asool
3- Talaq aur Iddat kee muddat
4- Sarbrah Merd ko banaya geya hay
5- Aurat nimaz kee imaamat kerwa saki hay keya ?
Watch on Youtube
234 TO 235 AL-BAQARAH
1- Dunya kee zindagi ko behtreen kernay ka tareeka
2- Baiwa kay haqooq
3- Her waqt Allah kay saamnay honay ke ehsas kaisay paida hota hay ?
4- Nabi Pak s.a.w.w ke ghulaami
Watch on Youtube
236 TO 237 AL-BAQARAH
1- Talaq kee aik aur soorat kon c hay ?
2- Khilwat e Sahiha say pehlay talaq jub keh haq mehr muqarrar nahi hay
3- Khilwat e sahiha say pehlay talaq jub keh haq mehr muqarrar ho
4- Nikah o Talaq main zaberdasti jaiz nahi
5- Imaan lanay ya nah lanay ka ikhtiyaar her banda ka apna hay
Watch on Youtube
238 TO 239 AL-BAQARAH
1- Wisal e ilahi sub say qeemti cheez hay
2- Nimaz kee hifazat say muraad kia hay ?
3- Ibadaat Maut kee tayyari
4- Tafferqah baazi ka ilaj itaat e ilahi hay
5- Aser kee nimaz adaa kernay kee ehmiyat
Watch on Youtube
240 TO 245 AL-BAQARAH
1- Allah kay ziker kee takeed
2- Ahl e Daanish kon say log hain ?
3- Maut kay baad zindagi ka saboot
4- Taqdeer keya hay ?
5- Jihad sirf Allah kee raza kay leya
Watch on Youtube
246 TO 247 AL-BAQARAH
1- Allah kee rah main kharch Allah ko qerz daina hay
2- Jang aur jihaad main ferq ?
3- Sahaba e karam kee karamat
4- Aaj ka musalman mehkoom kyon hay ?