QURAN URDU TAFSEER PARAH 10

41 TO 44 AL-ANFAAL

1- maal e ghaneemat kee taqseem aur masarif kon sey hain ?
2- Yaum ul Furqan .
3- Allah kareem kee mansoba bandi .
4- Hayat o maut .
5- Allah kee madad .

 

Watch on Youtube

45 TO 46 AL ANFAAL

1- Jihad sey kia murad hay ?
2- Jihad key doran sabit qadam kis terha raha ja sakta hay ?
3- Ziker key derjay .
4- Ziker e Qalbi kaisay naseeb ho ?
5- Ziker e Qalbi Quran o Sunnat sey sabit hay .
6- ziker e qalbi ustad sey seekhna aur hasil kerna perta hay .

 

Watch on Youtube

46 TO 49 AL ANFAAL

1- Jhagra kyon hota hay aur uss ka ilaj kia hay ?
2- iss ayat main fiker kernay wali baat ?
3- Taqwa aur khauf main kia ferk hay ?
4- iss ayat ka mafhoom aur aaj humara kirdar .
5- Dil ka merz kon sa hay ?
6- dil sehatmand kaisay hota hay ?

 

Watch on Youtube

50 TO 54 AL ANFAAL

1- Allah per tawakkal kernay ka sahi tareeka ?
2- Allah kareem kee shaan .
3- musbat tabdeeli kirdar kee tabdeeli hoti hay .

 

Watch on Youtube

55 TO 58 AL ANFAAL

1- Bad tareen makhlooq kon c hain aur kyon hain ?
2- Sherf e insaniyat .
3- Allah key nazdeek kafir bad Tareen makhlooq kyon hay ?
4- Kalma tayyabah aik ehad hay .
5- islami sazaon kee wajha sey aman aata hay .

 

Watch on Youtube

59 TO 64 AL ANFAAL

1- Fatah aur shikast ka madar kis baat per hota hay ?
2- Allah kee rah main maal kharach kernay walon ko poora badla deya jay ga .
3- Momineen kee apas main muhabbat kee wajha kia hay ?
4- Sahaba karam kay apas main iktilafaat kee kia haqeeqat hay ?
5- Haq ka kia miyaar hay ?

 

Watch on Youtube

65 TO 69 AL-ANFAAL

1- jang ka aik eham asool .
2- waqt guzernay sey kamzori aaya gee laikin phir bhe ghalib muslman hee hon gay .
3- iman ka kia taqaza hay ?
4- dunya main rehnay key leya asbaab ikhtiyar kerna zaroori hain .

 

Watch on Youtube

70 TO 75 AL ANFAAL

1- Amaal ka daro madar dil kee kaifiyat per hay .
2- humaray leya fiker kernay kee baat .
3- Hijrat kee mukhtalif soortain kon c hain ?
4-Dosti kernay kee bunyad kia honi chahyay ?

 

Watch on Youtube

1 TO 4 AL TAUBAH

1- iss surat key shoro main Bismillah nah likhnay kee wajoohat kia thein ?
2- deen ka aik eham asool .
3- Hajj e Akbar kisay kehtay hain ?
4- yakeen haasil kernay ka yakeeni tareeka ziker e qalbi hay .
5- Maarfat e ilahi ka zerya kon sa hay ?

 

Watch on Youtube

4 TO 6 AL TAUBAH

1- Taubah , Allah kee rehmat ka saboot .
2- Jihad kab kia jata hay ?
3- Adal o insaf islam kee khasoosiyat .
4- perhay likhay log kyon batil firqon ko ikhtiyar kertay hain ?

 

Watch on Youtube

7 TO 11 AL TAUBAH

1- Taqwa aik kaifiyat hay .
2- kafir aur momin key amaal main kia ferk hota hay ?
3- Deen kia hay ?
4- deen main rukawat kia hay ?
5- Allah kee azmat aur rehmat ka saboot , Taubah .

 

Watch on Youtube

12 TO 16 AL-TAUBAH

1- imam shari mansab nahi hay .
2- ikhraj e Rasool kee mukhtalif soortain kon c hain ?
3- iman kee shert e itaat .
4- Mujahideen sey Allah key waday .

 

Watch on Youtube

17 TO 22 AL TAUBAH

1- masjid ko abaad kernay key fazail .
2- masjid main kon sey kam kerna mana hain ?
3- istikhara kerna kab jaiz hay aur istikhara ka sahi tareeka kia hay ?
4- Allah kee nafermani sey derna , yeh jazba kaisay paida hota hay ?
5- Hidayat yafta kon log hain ?

 

Watch on Youtube

20 TO 24 AL TAUBAH

1- iman lanay walon key leya azeem inam kee khushkhabri hay .
2- Sahaba karam kee azmat ka andaza lagana bhe mushkil hay .
3- ager bhai aur waldain kafir hain tu un sey bhe dili dosti jaiz nahi .
4- fitri muhabbat aur aqali muhabbat kisay kehtay hain ?

 

Watch on Youtube

25 TO 27 AL TAUBAH

1- Ghazwa e Hunain .
2- auliya Allah key mazar per ja ker kia kerna chahyay aur kia nahi .
3- Nabi Pak s.a.w.w kee itaat .

 

Watch on Youtube

28 TO 29 AL TAUBAH

1- Quran majeed main 3 terha key khitabaat hain .
2- iman kia hay ?
3- Raaziq sirf Allah hay .
4- hadeeth shareef key ehkamat ko manena utna hee zaroori hay jitna Quran key .
5- Qurani Asool , islah key zamin kon ?

 

Watch on Youtube

30 TO 33 AL TAUBAH

1- Haram sey mutallik cheezain bhe haram hain .
2- itaat bhe ibadat hay .
3- Quran key nazdeek sub sey bari baywaqoofi kon c hay ?
4- Allah ka noor .
5- Huda kisay kehtay hain ?
6- Ghalba e islam humaisha key leya hay .

 

Watch on Youtube

34 TO 35 AL TAUBAH

1- peraishaniyon kee wajha , ghair islami kirdar .
2- Qaum kee tabahi ka sabab ?
3- apni haisiyat key mutabik rehna , shuker ada kernay ka tareeka hay .
4- muashray kee tabahi ka ilaj kia hay ?
5- aaj kafir mulk kafir nizam key sath bhe mazay main hain , iss aitraz ka jawab .

 

Watch on Youtube

 

36 TO 37 AL TAUBAH

1- Qaynat bananay ka maqsad kia hay ?
2- insan ko Allah kee marfat nabuwwat kee wajha sey mili .
3- Rizk haasil kernay key 4 maroof zerya hain .
4- Muttaqi log kon sey hain ?
5- Allah kee narazgi ka aser kia hota hay ?

 

Watch on Youtube

38 TO 39 AL TAUBAH

1- Munafqana Soch kon c hay ?
2- ittab e Risalat s.a.w.w main akhirat kee tameer hay .
3- akhirat key muqabla main dunya kee koi haisiyat nahi .
4- Dunya ko akhirat per terjeeh dainay kee saza .
5- jub mizaj bigerta hay tu burayee achi lagnay lagti hay .

 

Watch on Youtube

40 AL TAUBAH

1- aaj kafir hum per kyon musallat hain ?
2- susti koi bahana nahi hay .
3- Allah kareem ney beyshumar bar Nabi Pak s.a.w.w kee madad fermayee .
4- Hazrat Abu Baker Siddique R.A kee azmat aur shaan .

 

Watch on Youtube

40 TO 42 AL TAUBAH

1- Hijrat key moqa per Qudrat e kamila ka zahoor .
2- Allah ney makkah key kafiron kee baat ko khaak main mila deya .
3- Hazoor Nabi Pak s.a.w.w key walid aur dada Tauheed e bari per yakeen rakhnay walay muslman thay .
4- Allah kee rah main jaan o maal sey jihad .

 

Watch on Youtube

42 TO 46 AL-TAUBAH

1- Munafiq kon hota hay ?
2- Allah ney aap s.a.w.w ko muaf ferma deya , iss ka sahi mafhoom kia hay ?
3- munafik honay kee nishaniyan kon c hain ?
4- ikhlaas wala honay kee nishani ?

 

Watch on Youtube

47 TO 53 AL TAUBAH

1- Jihad e Akber .
2- Munafqeen ka jihad kernay per dil nahi kerta tha .
3- Momin kay liya dunya kee rahat ya takleef dono main kamyaabi hay
4- jub keh kaafir kay liya dono main barbaadi

 

Watch on Youtube

54 TO 57 AL TAUBAH

1- apnay aap ko bara samajhna bahut c burayon kee jerr hay .
2- izzat Allah aur Allah key Rasool s.a.w.w aur Allah key imandar bandon kee hay .
3- dil kee ehmiyat .
4- dil ko saaf kerna aur usay roshan kerna kyon zaroori hay ?

 

Watch on Youtube

58 TO 59 AL-TAUBAH

1- munafiq kee nazer dunya key faida per hoti hay .
2- Hadeeth kee ehmiyat .
3- munafiq ghatya tareen kafir hota hay .
4- Muhabbat e Rasool s.a.w.w .

 

Watch on Youtube

60 TO 62 AL TAUBAH

1- sadqa kis ko deya jay ?
2- Zaqat kis kis ko dee ja sakti hay ?
3- islam per aik aitraz aur uss ka jawab .
4- Allah key Rasool s.a.w.w ko takleef daina ka kia matlb hay ?

 

Watch on Youtube

62 TO 63 AL TAUBAH

1- Allah key siwa kisi kee Qasam uthana jaiz nahi hay .
2- jhoothi qasmain uthanay ka anjaam .
3- imaan ka taqaza kia hay ?

 

Watch on Youtube

64 TO 66 AL TAUBAH

1- Her ummat key ehkamat uss zamana key mutabik hotay thay .
2- Hazrat Umme Aimen R.A ka iman afroz waqia .
3- munafqat ka anjaam kia hota hay ?
4- Allah ko manaana sub sey asaan hay .

 

Watch on Youtube

67 TO 72 AL TAUBAH

1- jis banday ka jo kirdar hota hay woh usee kirdar key bandon ko pasand kerta hay .
2- kuffer ka anjaam .
3- apni islah ka sub sey behtreen nuskha kon sa hay ?
4- jannat Allah kee rehmat sey milay gee

 

Watch on Youtube

73 TO 74 AL TAUBAH

1- Nabi Pak s.a.w.w kee shan main mizak kernay wala kafir ho jata hay .
2- murtad shadeed tareen kafir hota hay .
3- iss ayat main Ghani ker dainay ka kia matlb hay ?
4- Barkat e Rasool s.a.w.w .

 

Watch on Youtube

74 TO 77 AL TAUBAH

1- Qudrat ka nizam .
2- jahannam main jo jay ga bari mehnat ker kay jay ga .
3- dil ka nifaq , Allah ka azaab .

 

Watch on Youtube

78 TO 80 AL TAUBAH

1- munafiq ka kirdar aur aaj humara kirdar .
2- Shariat per amal kernay walay muslmano per hansnay walay munafqeen kay liya derd naak azaab hay .
3- jis key dil main nifaq ho ga uss kee shifaat Nabi Pak s.a.w.w. nahi fermain gay .

 

Watch on Youtube

81 TO 82 AL-TAUBAH

1- ghazwa e tabook key moqa per munafqeen ka terz e amal .
2- iss ayat ka hukam sirf Ghazwa e Tabook key leya khas nahi balkeh sub zamano key leya aam hay .
3- Co education kee islam main ijazat nahi hay .
4- aakhirat kee saza humaisha humaisha key leya kyon hon gee ?

 

Watch on Youtube

83 TO 85 AL-TAUBAH

1- taubah kee taufeeq salab ho janay kee kia wajha hoti hay ?
2- Qaber main sawal jawab per aik aitraz aur uss ka jawab .
3- Allah kee nafermani ker kay phir bhe kuch log dunya main khush nazer atay hain aisa kyon hay ?
4- Nafermani kee saza .

 

Watch on Youtube

86 TO 91 AL-TAUBAH

1- woh kon sa amal hay jo sub naikiyon ko tabah ker daita hay ?
2- dil per muhr lagnay sey kia hota hay ?
3- jannat main pahunch jana bahut bari kamyabi hay .
4- Nabi Pak s.a.w.w key sath shariat per amal kernay main bahana bazi kerna bari badbakhti hay .

 

Watch on Youtube

92 TO 93 AL-TAUBAH

1- Hazrat Khubaib R.A ka iman afroz waqia .
2- munafqeen ka terz e amal .
3- Dil main Allah aur Rasool s.a.w.w kay sath khaloos .

 

Watch on Youtube